Bhagwan ko pane k liye kya mandir jana jaruri hai?
Aagar aap bhagwan ko mante hain to ye v mante honge na ki bhagwan har bastu..jeev jantu...insan sab main Bhagwan hain...
Fir hum kaise kisi v jiv ka hatya karte hain khane k liye ya....ya kavi kisiko kathin sabd bolte hain...kavi koi kisiko marta hai to kisiko gali deta hain....
Kya ye sab kark hum bhagwan ko dand nehi de rehe hain?