S I L E N T S O U L   (Silentsoul)
31 Followers · 24 Following

Joined 20 March 2019


Joined 20 March 2019
12 NOV 2023 AT 23:57

त्यौहारों के इस सफर पे
हम यूँ अकेले हो गयें
काश हम भी कुछ कर पाते
अपनों की खुशी के लिए
गर ये बेरोजगारी का दाम
थोड़ा सा कम हो जाए।

-


27 JUL 2022 AT 23:01

Kisi sakhs ne
Dil main utar ke
Ye jataya ki
Mohobbat koi gunha nhi
Khuda ka pegam hain
Jise thukraya nhi jata

-


18 APR 2022 AT 8:46

Rista todne main itna na khoo jao
Kab khud hi tutoge
Iska ehsahas v na ho!!!!

-


18 APR 2022 AT 8:44

Riston ke add main
Apna swarth na
Pura kaiya karo
Ye rista hain dilon na
Jise judne main salon
Or tutne main
Ek pal kaffi hota hain

-


17 APR 2022 AT 20:53

Bina bataye
Koi agar tumhe chod
Jaye to
Usse jane dena
Sayad unhe apki
Sangat na bhaya ho

-


17 APR 2022 AT 20:50

Jindagi ek manch hain
Jise sabko jeeni hain
To gussa kis baat ki hain
Baat kar liya karo
Kya pata aj hm apke
Pass hain
To kal kanhi dur asaam
Main sitare ban chuke honge!

-


17 APR 2022 AT 20:43

Jindagi ka safar
Bahut choti si hain
Jitna jiyo
Km hi lagta hain
Apne akhri ke samay main

-


7 SEP 2021 AT 13:01

Ek rista unse jisne
Hame banaya hain
Ek rista unse v
Jiska hath tham ke
Jindagi ke rah main
Age badhna hai

-


7 SEP 2021 AT 12:58

Jindagi ki jang main
Bass 2 logo ki jarurat hoti hain
Ek wo jisse jindagi main
Jindagi se hi ladna hota hain
Or dusra wo jisko
Jindagi apne pyar se
Sajaye hue rakhta hain

-


7 SEP 2021 AT 12:52

Chingariyon main
Jaan tab tak hoti hain
Jab tak andheri janha main
Choti si roshni
Ka astitwa mehsua ho

-


Fetching S I L E N T S O U L Quotes