Kuch is tarh hum aapne sapno me kho gaye..
Aapni asal zindagi ko soch kr roo gaye..
Na Jane aaya yeh Kaisa bavandar hai…
Dil me Chal chaya tere khubsoorti ka Manzar hai
Kaise baya kr ru me is manzar ko…
Jo lekar aayi hai chehere pr yeh kushiyo ka samandar hai…
-
Aaj phir se likh raha hu...
Aaj fir se aakela khud se mil raha hu...
Inrat k khawabo me aapne sapno ko dhund raha hu..
Is naye sal me naye junun k sath nikal pada hu aapne sapno ki aur...
-
Is bhari duniya me talash meri kabhi kam nai hoti....
Roj mere zindagi me kitne bhi tufaan aaye yeh aakhe kabhi num nai hoti...
-
Pata Nai tha zindagi me itna pyar milega
Mujh jaise ko aap jaisa yaar milenga...
-
Na jane yeh kalam likhte likhte kyu rukh gayi....
Tere khubsurati k aage kyu jhukh gayi...
Pata nai zindagi me aaya kaisa hai yeh mod....
Na kr sakte hai bayaan chal jane de aab chod..
Fir se usi himmat aur jazbe se nikal padenge aapne Manjil ki aur...-
Har waqt mushkilon ne muje sab taraf se gehera hain...
Na jaane is dil par kis kis ka pehara hain...
Har waqt shakh ka sir par bana ek Sehera hain...
Na jaane dil par pada kis kis ka daaera hain...
Zindagi me chhaya ek ajeeb sa andhera hain...
Par isi andhere k baad ugta hua suhana sawera hain...
-
Kuch to baat hai in hawao me...
Jo mujhe tera hal bata rahi hai....
Yuhi hi nahi mausam ne aapna rukh mod liya hai.....
Yuhi nahi bin mausam k barish ho rahi hai.....
Kuch to hai yeh Mausam me jo mujhe kuch kahena cha rahi hai.....
Tere har aasu ki kimmat mujhe bata rahi hai.....
-
Vo dil bhi kabhi ruttha honga..
Jis din tujhe yaad na Kiya honga..
Aakho k badal bhi bht garaj honge...
Jis din teri aawaj mere kaan sun ne
k liye tarse na honge...
-
Hostel k kissso me humhari shaan thi...
Mess me khade ki dukan thi....
Doodh k sath milkshakti ki pehchan thi
Jis k bag me hamesha mint ki dukan thi....
Zhugado ki duniya me humhari pehechan thi...
Hamesha tere me basti meri jaan thi ❤️-
Log yeh q soch ye hai ... ki hasta hu aa insan kabhi dukhi nai rehsakta hai...
to aap galt ho... hasta hu ha insan hi sab se jada tuta hu aa hai...
farkh itna hai ki... Aap sirf haste huve insan ko dekhte ho tuta hu aa insan kabhi bhi aakel pan me hi milta hai...
-