ye wqt ka b kya ajeeb khail hai... jo kl tk saath tha mere wohi kahi aaj dur hai kiss ko phukaru kiss ko apne dil ka haal sunavu Jo hmsha har gadi sth tha mere wohi kahi aaj dur h. Jisne zindagi ko jeena sikhaya wo aaj khud meti k neeche hai. Ye wqt ka b kya ajeeb khail hai jo tha wo raha ni jo hai wo rahe ga nahi.