Muskurate huve chehero k
Piche chupa hua dard sirf Allah janata hai-
Rabba har rishta dil se nahi
Kuch rishto ko majburi me b
nibhana parta hai-
Ro lu yaa haske apne sare gam chupalu
Har baat pe raazi rahu yaa firse fariyad le kar us rab
k chaukat pe gir jau
ššš-
š---------------------
Mere Sare armano ka gala daba k
O keheta hai rabba
Zindagi bhar o muje khush rakhega
--------------------š-
š....Lab apne aap khamosh ho jate hai rabba
Jab koi baat dil pe lag jati hai....š-
Mai tumhare maa baap ka
Apne maa baap se b jyada khayal rakhungi
Kya tum mere maa baap ka hamesha
Aadar kar paoge kya...ā
Mai tumhare beheno ko apne
Dil ki dhadakano ki tarah sarahungi
Kya tum mere beheno ko hamesha
Izzat de paoge kya...ā
Mai tumhare bhayiyo ka apne
Aankho ki tarah hifazat karungi
Kya tum mere bhayi yo ko hamesha
Apna bana k rakha paaoge kya...ā
Mai hamesha tumhari khidmat
Me upastit rahungi
Kya tum mere izzat aur aatma samman
Ki hifazat k liye hamesha mere sath khade reh paoge kya... ā-
Qwab jodne me aadi zindagi guzar jati hai
rabba
Lekin us qwab ko toot k bikhar ne me bass
Ek pal kafi hai-
Ro Q rahi hai rabba
Ab chup karvane vala koi nahi raha
Behete huve aansu o ko
Ab pochne vala koi nahi raha
Roote huve tujh ko
Ab manane vala koi nahi raha
Toote huve dil ko
Ab samjha ne vala koi nahi raha
Haar k u jo tu bikhar si gayi ho
Ab gale lag k sambhal ne vala koi nahi raha
ššš-
Eid aane ki khushi to hai rabba
Lekin
Ramzan k bichadne ka gam b
kuch kam nahi hai
ššš-
A baat ab mere dil pe lag jati hai
rabba
Jab koi keheta hai
alvida mah-e-ramzan-