Sardi ki sard ratoon mai, Garmahat ka ahsas hai,.. Dil ki gehrayi mai dafan Umadta, theherta sa sailab hai, Haye , ye dard-e-dil hi to hai , Jo har marj ka raaz hai..
Suna hai aakhe har raj batati hai, Jo chupa ho dil mai , Wo haal batati hain....., Tum chaho to, dafna lo beshak lakh gehrayi mai, Ye to ayena hai na har ehsas dikhati hain...