Main unse muaafi maangta raha
Woh mujhse muaafi ki qeemat maangti rahi-
🔔 𝑻�... read more
Unke kuch alfaaz raaton ko sone nahi dete
Halaat aise hai ki sun kar bhi rone nahi dete-
Ab main rota hoon toh
Mere aansu behne deti ho
Naa samajhti ho khud
Aur naa kuch kehne deti ho-
Laut aaya hai andhera
Ab phir koi sunti nahi
Tawajjoh deti thi jo
Woh ab kahi kho gayi-
Kaash mujhe gale se lagaaya jaata
Kaash apne godh mein sulaaya jaata
Kaash adhoori naa hoti khwaahishein
Kaash muqammal hoti farmaayishein
Kaash rone ki aati naa naubat
Kaash woh mujhe deti mohbbat
Kaash unki aankhon mein mere liye dard hota
Kaash main unke liye ek mard hota
Kaash roz pyaar ke teen lafz kehti
Kaash mujhse door naa rehti
Kaash main unki baahon mein sota
Kaash yeh kaash-kaash naa hota-
70 hooron ko kami hai noor ki
Main kya taareef karun
meri hooron ki hoor ki-
Yeh jo fark karte hai duniya wale....
bas yahi fark woh nahi karti hai.....
toh isliye fark hai unmein aur duniya mein-
🧠 :- Tum unke pasandeeda mard the phir bhi chhod gayi tumhe
🫀:- Tum unke pasandeeda mard hi nahi the isliye chhod gayi tumhe-
Mujhe sab ne chhoda......pehle pehli ne chhoda
Aakhri ne mujhe pehli ka samajh kar chhoda-
Kaisi wafaa hai yeh Khuda jo
Chaaha jisey kho gaya woh
De ke hansi hai jisne rulaya
Dil mein basa ke phir kyu bhoolaya-