Likha h kiya lakiron m mujhe padhna ni aata tere is bedard duniya se mujhe larna ni aata bs itna hosla de ki aankh kvi na chalke ☺
-
Rozi Roza
0 Followers · 1 Following
Joined 9 March 2019
13 MAR 2019 AT 20:41
13 MAR 2019 AT 14:03
Kise apna dard sunaye kise apna dard btaye ye khuda tere siwa koi ni jo mere dard ko samjhe aur sun sake☺
-
12 MAR 2019 AT 10:26
Duway ni dikhti h magr ye kisi insan ko lg jaye to zindagi badal deti hi .....usi trh ummide ni dikhti h magr jb ye tutti h to insaan ki zindagi bikhar jati h☺
-
11 MAR 2019 AT 15:58
Kash jis trh barish hone pe mosam badal jata usi trh rone se zindagi badal jati☺
-
11 MAR 2019 AT 12:02
Wo zamana kuch aur hota tha jaha rishtey majbut aur makane kamjor huwa krti thi ..... Lekin ye zamana kuch aur h jaha rishtey kamzor aur makane majbut huwa krti h☺
-
10 MAR 2019 AT 8:59
Zindagi kaha itni mushkil h bs zindagi m jo jo log hote h wo mushkil bna dete🙂
-
9 MAR 2019 AT 23:20
Zindagi ke safar m humsafar parwah krne wale aur wafadar hona chahiye 🙂
-