Roshni Nayak ย 
761 Followers ยท 802 Following

Joined 16 August 2020


Joined 16 August 2020
1 AUG 2021 AT 9:30

Happy friendship day

Bolte hain zindagi bahut choti hai
Par iss choti zindagi hame kitne logo se milati hai
Jab janam nete hai hamare mummy papa hamare phele dost bante hai
Jab hum pheli bar school jate hai naye dost bante hai , koi bahut badmas hote hai , koi bahut shant hote hai, aur koi koi dushman ban jate hai
Par jo bhi bolu sab koi kuch na kuch sikha jate hai , chahiye woh choti baat ho ya badi baat ho
Jo zindagi mein kayi na kayi bahut kaam aati hai

Yehi toh hai zindagi ki sache rang hai,
Jo bahut sare khatti meethi yaadon se bhari hai , aur sabse kimti cheez jisi koi kimat nhi hai


Thank you to be part of my life ๐Ÿ˜Š

-


12 MAY 2021 AT 10:17

Just can't understand the dual nature of people
Why they can't stick one thing ?
Why they always distrub someone's stable mind ?
Why ?

-


12 MAY 2021 AT 10:07

How you feel when you are good at something but now you are not to able to beat your own level
It feel depressing na ?
That's what I am feeling
Not able concentrate on anything

-


9 MAY 2021 AT 21:05

Iss duniya mein sirf ek hi isaan hai jo sach mein dil se pyaar karti hai aur uska pyaar sach mein andha hota hai
Woh sirf - MAA hai
Woh hamara khayal aur pyaar tab se suru kar deti hai jab se hame uske andar palte hain
Maa jaisa sacha pyaar koi nhi karta hai

-


9 MAY 2021 AT 18:02

Duniya k sare dukh ek taraf , maa k sath rehna ki khushi ek taraf
Aur issi pyaari tofa ko hamesa apne dil se laga k rakhna

-


7 MAY 2021 AT 13:54

It's better to break those relationships
Where ur efforts and time is simply wasting
Because
They will never see that efforts and love of urs

-


5 MAY 2021 AT 18:24

Hamare life kaun phele aata hai
woh important nhi hai
Akhir tak kaun rehta hai
yeh important hai

Akhir tak koi apna hi rehta hai
Jo na dekhawa karta hai na hi koi mukauta pehana hota hai

-


2 MAY 2021 AT 9:51

Woh mujhe khune se darta hai
Woh apne sua gaam ko parwah rakh ke
Yeh dua karta hai mera ek gaam mit jaye
Kabhi khuyab mein bhi dekh le mujhe dur jate hoye
Tab sirf ek msg karta hai - Mama tu mera saath rahe sirf
Aur uska sirf ek msg mere dil ko chu leta hai
Ase lagta hai, woh pyaar se mera hath thamata hai aur mere pass mein hai
Esa meheshos hota hai

Rakh ta hai khayal mera bahut jada
Pyaar bhi bahut karta hai mujhse
Bass woh mujhe khune se darta hai (2)

Sikhayat bhi hogi bahut sara wohse mujhse
Par koi jikar kare mere bare mein toh tarifon ki pull bandh leta hai
Wohse pasand nhi ki mujhe gandi naraj se dekhe Aur mein kamzor na pad jayun woh aakar mere pass beth jata hai
Aur mujhe uski yehi cheez hi bahut pasand hai

Woh bolta hai - Tui mor gelha chua aau
Yeh baat jab bolta hai toh esa lagta hai pyaar se chum liya mathe ko
Kabhi bolta nhi kitna pyaar karta hai bolke
Par uski inn choti baatein bol deti hai ki woh mujhse kitna pyaar karta hai
Chahye woh kitne takleef mein woh bolta nhi mujhe
Bass meri baaton ko chup chap se sunta hai
Aur chehere mein bass ek muskan sa rakh leta hai apni dukhun ko chupane k liye jisse mein dukhi na hun
Bahut pyaar karta hai

-


27 MAR 2021 AT 19:43

Waqt ke saath sab badal jate hain
Par kuch cheeze hai jo nhi badalti hain
Jihne aap waqt do, wo aapke aur kareeb aa jate hain
Aur jihne aap ignore karo, wo dur chale jate hain

Par har waqt yehsa nhi hota hain
Kayi bar jo aur kareeb aa jate hain par aapko samjh nhi pate hain aur na hi apne ban sakte hain woh sirf dekhwa karte hain
Jo apne hai woh dur hoke bhi samjh jate hain aur khayal karte hain
Aur kabhi kabhi gussa aur sikayat bhi karenge kyunki unka haq hai par kabhi chud k nhi jate hain
Humesa sath rahte hain

-


27 MAR 2021 AT 19:16

Aksar dhuke toh sab dete hai
Dukh tab jada hota hai jab apne hi aapko dhuka de
Bharosa apne pe karo na ki dhukebaaz par
Jo sachi mein dil se apne ho woh aapke bharose pe khada utarne ki koshish karenge
Aur jo dhukebaaz hain unhe sirf bharosa thudna aur dhuke dene aate hai
Isliye ek chance de k dekhu uske baad pata chal hi jayega kon apna hai kon paraya hai

-


Fetching Roshni Nayak Quotes