Hi friends
-
Kabhi kabhi lab jo baat nhi kah pati,
ankhen kah jati hain.
Afsos tho iss baat ka hai ,
Jis kaaphile main,mai rahta hun ,
Usmai kisi ko ankhen padhna nhi aata.-
Kitna zarori hota hai baap ka saaya,
Unse ja kar pucho ,jo jee rahe hai bus safar khatam karne ke liye.
Jinko umeed hi nhi khushiyan chumegi unko ,jo jee rahe hai jooti muskan ke sahare.-
Puchlo Jo puchna hai,tumhe haaq hai.
Agar mohabbat sacchi ho gai meri,
Meri ankho me meri takleef padhlo gi.-
Kabhi kabhi maa-baap ka decision galta hota hai,
Per unki niyat nhi.-
Bachepan ke din bhi Kya khub the dosto,
Pathar ko hera shamjh kar khush ho jate the.
Khush hone ki waja nhi jahiye hoti thi ,
Aur gham see tho chuti Mai bahar aajate the.
Kash woh bachpan bhi laut aata.-
a place which build by brick
It's a place which build by love,care naughtness, and lots of fun.
Home is a place where u feel happy, peace ,where you can forget every worries.-
Jo kahte the mere ankhoun mai aasun aachi nhi lagti ,
Ajjj wahi hame rola kar chalege.
Jo kahte the sath chhor de jamana bhale ,
Per uska hath na chhute ga mere hathoun se,
Ajj wahi hame akela chhor kar chale ge.-
Khamoshi
Jo shamjhe us ko Kahani kah jati hai,
Jo na shmajh us ke liye khamosh hi rah jati hai-