Rohit Valiant   (Rohit valiant)
4 Followers · 2 Following

Follow us on Instagram : rohit_ki_shaayari
Joined 18 May 2022


Follow us on Instagram : rohit_ki_shaayari
Joined 18 May 2022
18 JUL 2024 AT 17:48

Kisse kya puchu? Pyar toh mujhe hua tha
Sacha naa sahi, pr lagav jarur hua tha
Ek aayi or ek gayi, pr ruka sirf tumpe tha
Tumpar mein sach much fidaa hua tha
Kash hoti tum paas mere, to gale lagata
Bolna toh bahut kuch tha pr m tumhe sunta

-


19 MAY 2024 AT 17:07

Dekh na sakunga
Tumhari doli, koi le jaye
Chahat hai ab bhi utni
Jitni koi kar naa paaye
Dekh lena tum, mujh se
aisa koi, pyar na kar paye
Tum ho meri, bss yahi dil chahe

-


17 MAY 2023 AT 16:45

Yaad aate hai wo
khubsurat lamhe
En lamho ko jaise bhul
jaaye hum
Hum bhi kabhi jite the
tumhara bina
Lekin ab jee nhi paa rhe
hai hum

-


17 MAY 2023 AT 14:51

Door se hi ehsaas kar
rha hu aapko
Kash paas aakar pyar
se dekh paata
Kosish to bahut krta hu
pta h aapko
Par nasib ke aage kuch
kr nhi paata

-


16 MAY 2023 AT 23:47

Dekha tha jab us anjaan ladki ko
To chehre par noor chha gaya
Bhul gya main khudko par
usko na bhul paaya

-


16 MAY 2023 AT 23:13

Dekhta hu aapko to khudko
bhul jaata hu
Duniya main jaise kahi gum
sa ho jaata hu
Didar hai teri aashiqi ka jo es
kadar pagal hu
Khudko chahne ye jada yaara
aapko chahta hu

-


16 MAY 2023 AT 22:58

Dekhta hu aapko to khudko
bhul jaata hu
Duniya main jaise kahi gum
sa ho jaata hu
Didar hai teri aashiqi ka jo
es kadar pagal hu
Khudko chahne ye jyada
aapko chahta hu

-


15 MAY 2023 AT 16:10

Aasmaan ko jab tk taare pasand aate h
Tab taare bahut jada timtimaate hai
Bahut jada ghere dono dosth hote hai
Ek baar aasman ro padta hai aur jor se apne aasu barsata hai
Inshan waqt ke hisab se en aasu o par acha mehsus rhta h to kbhi gussa hota h
Par aasman roke jab tham jata hai tab kewal raat ko taare hi dikhata hai
Usko khudse jada taare dikhana shi Lage inshan ko
Kyu ki aasman se har koi khush nhi ho pata h, to wo apne pyare dosth ko en inshan se milwaata hai
Bas wahi se wo apne saare dard chupata hai
To aasmaan bolta h apne dosth se tu bhale hi mere upar rhe
Par inshan ki duniya m mujhse jada khush rhe

-


15 JUN 2022 AT 12:39

तड़प तड़प के थक चुका हूं अब तड़पा
नहीं जाता
प्यार की चाहत में अब दर्द सहा
नहीं जाता

-


10 JUN 2022 AT 22:42

याद है ना कहीं भूल
तो नहीं गए
ज़िन्दगी मेरी है ही नहीं
जब से तुम चले गए

-


Fetching Rohit Valiant Quotes