Rohit Kumar   (Rohit)
9 Followers · 4 Following

read more
Joined 21 March 2020


read more
Joined 21 March 2020
13 OCT 2022 AT 20:24

Uski gali mai ab jana bhi nhi hota
mujhe dekh kar uska muskurana bhi nhi hota
Yaad uski bhot aati hai yr...
Par kya karu usse Milne ka koi bahana bhi nhi hota
Uski gali mai ab jana bhi nhi hota

-


24 AUG 2022 AT 11:17

Aaj unse mulakat ho gayi
Aankhon hi aankhon
Mai saari baat ho gayi
Hum unki baton mai
khogaye es kadar
Ki pata hi nhi chala
kab raat ho gayi
Aaj unse mulakat ho gayi

-


10 JUL 2022 AT 21:35

Enka bhi dil hota hai
Ek bakra bhi rota hai
Jab inshaan usse tadappata hai
Enka dard par kon samjh pata hai

-


24 APR 2022 AT 18:14

Har chiz pass nhi ho sakti
Har chiz khas nhi ho sakti
Jo milna hoga mil jayega
Kismat hamesha hamare
Saat nhi ho sakti

-


11 APR 2022 AT 14:16

Sahi bataun toh main use bhula hi nhi paya
use mai kitna chahta tha
khul kar kabhi bata bhi nhi paya
Aaj bhi uski bhot yaad aati hai
par kya karun..
kabhi usse milne ja hi nhi paya

-


7 SEP 2021 AT 23:47

Chal raha hu
Gir raha hu
Gir ke sambhal raha hu
Yeh life hai meri
Yaha mai har roj
Badal raha hu

-


29 AUG 2021 AT 16:29

Aaye hain Banke Bihari
Har taraf hai khushali
Aur sab keh rahe hey murari hey murari
Kitni pyari banayi yeh duniya saari
Jai ho banke bihari🙏
Har taraf hai khushali

-


31 MAY 2021 AT 11:16

Meri galti hoti toh mai maafi mang bhi leta
Uske bina kuch kahe
Mai saari saja kaat bhi leta
Bas ek baar tum bol ke toh jati
Meri galti kya hai
Mai haste haste tumhare saat
Zindagi kaat bhi leta
Agar meri galti hoti toh mai maafi mang bhi leta

-


21 MAY 2021 AT 10:58

Dosto mai tu khaas hai
Tu mera bhai tu mera yr hai
Mere dil mai tere liye bhot saari masti bhot saara pyar hai
Tu mera bhai tu mera yr hai ❤

-


21 MAY 2021 AT 10:20


Yeh raat phir nhi ayegi
Yeh baat phir ho nhi ho payegi
Kuch kehna hai abhi keh do
Shyad phir dubara tumse
Mulakat nhi ho payegi

-


Fetching Rohit Kumar Quotes