jisko safaltaa nahi mili hai na usee bewakoof nahi samaj na, wo gadha nahi hai, usne khud ki nahi.. Use chahane walo ki Safalta mai apni safalta ki asha rakta hai.
Garib, mandhir ke bhahar aur Amir mandhir ke andar bheek mangate hai. Aadami ke stha, mangane ka tarika alag hoga, brahmand ke hum sabi..kisi na kisi se bheek hi mangate hai, mangate aarahe hai. Yehi manushya ka kaalachakra hai.