15 JAN 2024 AT 19:50

Yeh sardiya bahut sard hai tumhare bina,
Dekho kitna dard hai tumhare bina.

Humne yu toh dekh rakha hai sara zamana,
Par yahaan kon humdard hai tumhare bina.

- RJ Aryan