Badi ajjb hai ye duniya,ππ
yaha juth bolne se nahi ,ππ
Sach bolne se rishte toot jate hai.ππ
-
Manzile durr h pr chl skte hai hum.πΆ
Khawabo se fasale jarur h pr udd skte h hum.π§
Hume nhi sikayat kisi se pr kisi k sikayat bn skte h hum.βοΈ-
Mujhe marne se jada ab jeene se dar lagta h ye dum gutne wali zindagi. aur zinda lash sa sarir. jeete ji marne sa lgta h ab kch v kaha phle sa lgta h .
-
Aaj hum kad h to wo iss wakat ki galti nhi h.
Humne khud ko paresan kiya h sb kch bhul k ab bura lgne se wakat nhi rukega . sukoon bhari jindagi samsan nazr aa rhi h.-
We don't laugh π on the
Same joke again!!
Why do we cry π on the
Same problem again??π€-
Manzar ab kch yesa h ki kushi nhi milti .
Safar ab kch yesa hai ki Manzil nhi milti.
Ye wakt bura sa h ya kch bure hum ho gye hai.
Khud ko kya samjhaye hum khud se parre ho gye h.-
Hum wakt ko wakt diye baithe h.πβ³
Aur wakt humse khata h .β³
Humare pass wakt nhi h.πβ³β-
Ek cup chai ka sahara h.
Aaj sham ka Ishara h.
Harr kaam se durr.
Aaj aram ka bahana h.
Aaj sham ka Ishara h.-
Kyu banu mai kisi aur ki tarahπ.
Zamane me jab koi mujhsa nahiβπ»π€π».-