Papa ka sir ucha karna hai itna naam kamana hai
Dekhte reh jaaye duniya wale vo mukaam hume paana hai
Jo kehte hai tumse kuchh na hoga
Unhe bhi jhoota thehraana hai
Papa ki mehnat aur maa ke tyaag ko mujhe
Kuchh iss tarah safal banana hai
❤️❤️❤️
-
Dar lagta hai ishq se
Sukoon se bhi dar lagta hai
Na jane kyu ye mohabbat huyi hume
Ab door jaane se dar lagta hai
💔🥀💔-
Vivàah mere shiv ka h
Maa parvatii unki dulhan banengii
Duniya me aaj fir pehle prem vivaah ki varshgaanth manegii
🙏🙏🙏-
इश्क़ में रश्क़ ना हो
ये तो नामुमकिन सी बात हो गई
तू जो मुझसे मिला है
जैसे बिन मौसम बरसात हो गई-
Pyaar to tujhi se h yaar
Kahu ya na kahu me
Tu samajh jaa na meri mohabbat ko
Samjhau bhi to tujhe kese samjhau me
Ha bepanaah ishq h tujhse
Ye sabko btau me
Magar yahi baat sirf tujhi se kehne me ghabrau me-
Kar rhe ho daga kuchh isqadar
Ki tumhe kuchh jawaab diya jaye
Wafaaye Gina rhe ho tum apni
Zara bewafaiyo kabhi hisaab kiya jaye-
Zindagi ke haseen lamhe kuchh yu sajaye bethii huu
Tu kahta hai sirf tujhe dekhu
Tujhe to dil me basaye bethi hu
Armaan tere mere saath ke kuchh yu apnaye bethi hu
Tu saath nibhayega vishwaas dil me jagaye bethi hu
Aa aaj lele saat phere
Me tujhse preet lagaye bethi hu-
Mazbooti ki jhankaar
Thiraktii jiske mann me hai
Thodi kathor thodi chanchal
Na koi khot mann me hai
Hoslo ki pakki
Hai iraado ki nek vo
Apni zimmedariyo ko sadev
Rakhti vo tatpar
Hai lakho me ek vo
Na khof usse karma ka
Na khof hai samaj ka
Sapne hai uche jiske
Hai shakti kaa dooja naam vo
Sur Sangeet jiske kanth me
Hai Nidar aur nidhaal vo
Hai vinamrata naam jiska
Vinamra hai swabhav uskaa
Hai thodi si kathor bhi
Lekar chalti saath me
Apnii tolii ko bhii
Vo seekh hai sabhi ke liye
Hai ghar ka abhimaan vo
Shaan hai vo dada ki apne
Jaan maa-baap ki
Ghar se door rehke bhii
Rakhe aan apne aap ki
-
yaariyo ka kisse
ek chaye ke do hisse
aur stress free ho jaata h dimaag bhii
jab fir se bikharte h un yaado ke guldaste
💑-
Maa aur chaye dono ki zindagi me itni ehmiyat hai
Jitni ki zindagi ke liye saanso kii
☕☕☕-