Milunga tumhe kise mord par
Intezar karte hue.
Tum bhi shyad mill jao hame
Izhar karte hue.
Kise shayar ki mohabbat pe kabhi
Shak na karna
Wo kuch bhi kar sakta ha pyar karte hue.
-
Ase likha ke fir dard ne likhavat ka shakal liy... read more
Mere pyare bahena tu kitna
Bhi Ruth jaye ma tujhe manaunga.
Tujhe khush rakhne ke leye had se
Guzar jaunga.
Or agar aye tere ankho me ansu
To ma apne khushiyan dekar tujhe
Hasaunga.
-
Kash me bhi bhul jau tujhe teri tarah
Tujhe bhi dard mile meri tarah
Meri yad tujhe har wakt sataye
Tu bhi pareshan ho meri tarha
Tu bhi Raton ko jage mere liye dua mange
Par me na aunga nazar
Tu bhi rooye meri tarha
Kash me bhul jau tujhe teri tarah-
Ke udasi bhari is zindagi me bhi
Khushiyon bhari sham hogi.
Jo ladki mohabbat hai meri
Ek din mere pass hogi.
Aaj beshak wo kar rahe ha inkar
Lekin ek rooz unki ikrar hogi.
Wo ladki zaroor mere pass hogi
-
Tum apni mahfilo me mashroof raho
Mujh se dur ho kar kise gayer ke bahon me
Ta-umar raho
Jao apne mashwaro me mashahoor raho
Ek kam karo me bura hu mujh se dur raho-
Tere baton ke bina shaam guzarte nahi ha maa.
Tere yadon ke bina raat guzarte nahi ha maa.
Khaa leta hu tere bagair bhi lekin
Aaj mahange hotel me bhi bhukh mit te nahi ha maa.
-
Me dill ke sabhi rishte tod aya
Me apna purana ishq chord aya
Ab kuch bhi nahi bacha us shahar me apna
Is liye me khud apna shahar chord aya.
-
Apne kahani kuch is tarah
Ham banayenge
Sochte rahoge hame har wakt
Aur ham tumhri yad ho jayenge
Aur likhunga me kuch is tareke se
Ke padhne vale bhi hamare murid ho jayenge.
-
Uska khumar apne dill se utar aya hu.
Usko khush rahne ke dua de kar me laut aya hu.
Aur diya jo jakhm ha tumne
Use bhi utar aya hu.
Aaj apne he mahfil me use har aya hu.-
Wo roote rahe kise gayer ke bahon me
Ham to bas haskar apna rumaal wapas le aye.
Wo karte rahe numaish apne ishq ke
Ham to apne mohabbat dill me liye lout aye
Dard hua dill me badi zoro se magar
Dardo me bhi muskurana ham sikhte chale aye.
Aur ab karte ha wo sajde kise gayer ko
Ham apna toota hua dill le kar khuda ke samne sajde kar aye.-