Jinki baatein mahsoos hoti hain...
unki yaadein mahfooz hoti hain...-
Rishabh Khanna
(R Khanna)
46 Followers · 13 Following
Creating the "MY TIME"
Joined 18 January 2018
6 MAR 2021 AT 19:37
9 JAN 2021 AT 1:00
haseen lamho ko bhulaya nahi karte
beeti baaton pe waqt zaya nahi karte
jo hain aaj saath unhe thaam lo
qismat ko yunhi aazmaya nahi karte
-
8 JAN 2021 AT 7:44
फितरत में शामिल फरेब नहीं
रिश्तों में अपने वफादारी रखते हैं
हम मतलब की यारी नहीं
...ऐ दोस्त...
बस यारी से मतलब रखते हैं-
19 DEC 2020 AT 13:16
Jashn me tumhare
shareek hon na hon,
khushi me tumhari
khush to ham bhi honge
-
31 JUL 2020 AT 20:44
meri har hansi pe sawaal karti hai
uff ye duniya bhi...kamaal karti hai!-
5 JUL 2020 AT 16:38
kuchh to suroor hai in hawaon mein,
is shahar ki shaam bhi
kisi jaam si chadhti hai...-
26 JUN 2020 AT 12:41
कुछ इस क़दर आज बादल बरसा है,
जैसे बरसों से अपनी ज़मीं को तरसा है-