पूछा गया हमसे की क्या है ए ज़िंदगी
हमने ज़मीं से एक मुट्ठी ख़ाक ले कर उड़ा दिए ..-
कविताएँ लिखने के लिए
पढ़नी पड़ती है किताबें
यह एक भ्रम था
जो जिंदगी से रूबरू होने के बाद टूटा ।।-
ख्वाबों को हकीकत के ऊपर सजाये रखा
गम को हँसी मैं दबाये रखा ,
मौत आयी थी कई दिन पहले, उसको
बातों मैं लगाये रखा ।।-
Abhi Kisi Ki Dil Ki Haqikat Kisi Ko Kya Malum ,
Kadam Kadam Per Basi Hui Hai Kayamat Kisi Ko Kya Malum ,
Ye Umr Ye Raaten , Ye Raton Mai Chupi Hui Kahaniyan Kisi Ko Kya Malum .
Meri Galiyon Se Gujar Raha Hai,
Palke Uthata Palke Jhukata Hua Ek Khwab .
Aab Ush Khwabon Ka Raaz Kisi Ko Kya Malum ,-
ज्ञान कभी घमंड का कारण नहीं होता
जिन्हें ज्ञान है उन्हें घमंड कैसा ,
जिन्हें घमंड है उन्हें ज्ञान कैसा "-
Aaj Yaad Purani Kuch Kisse Mile Hai
Hijr Ke Tohfe Waqt_bewaqt Mile Hai ,
Dil Sambhal na To Chahta Thha Magar
Kismat ki Kadbaht Se , Hame Najug Ful Bhi Saqt Mile Hai ,-
Faqt Tum Ne Suna Hoga Magar Hum Pe ,
Beeti Hain , Zindegi Intehaan Leti Hai To ,
Jaan Leva Leti Hain "-
Be_jano Mai Jaan Baste Hua ,
Mene dekha hai khandaro mai Sahar baste hua .
Badi be_rukhi hai kismat unke Par ,
Mene dekha hai bastiyon mai sapne khilte hua ""....-
Alfaaz Utar Aate Hain Kaaghaz Par,
Lekin Aawaz Aaj Bhi khamos hai . "-