Kuch Log apna Waqt Guzarne ki Khatir.....
Dusrun ki Zindagi Barbaad kar dyty hain💔💔.....-
My fav hero tiger
I luv horse riding
Wish me 25 nov❤
Badal jaati hain Zindagi ki Sachayi us Waqt.....
Jab kui tumhara tumhare samne tumhara na rahy😔😔.....-
Jab hum apne Andar se Dard ko Khatam nahi paate...
Toh wohi Dard humein andar se Khatam kar dyta hai💔💔.....-
Subha jab Utha hoon toh.....
Ek Ankh mein Ansoo zarur hota hai.....
Tumhari Yaad k....
Tumhare Jawab k.....
Tumhare Intehzar k😔😔.....-
Yaad rakhe ga Zamana hum ko....
Kyun k hum jaise hain.....
Waise bohat kam hain❤❤.....-
Hum fakirun se kiya pochty ho.....
Dastan e Mohabbat.....
Hum toh Bewafayun k liye Duaa krty hain😔😔......-
Tarso gay tum ek din ek Soch kar.....
K wo apna bhi nahi tha....
Phir bhi Apno se Zayada Ehsas karta tha💔💔.....-
Hum jaise Tanha logun k kiya jeena aur kiya marna....
Aj tere Dil nikle hain....
Kal is Duniya se Nikal jayen gy💔💔.....-
Barbaad karna tha toh kisi aur Tariqe se karty.....
Kyun Zindagi mein zindagi ban kar zindagi se zindagi hi Cheen li😔😔.....-