Happy diwali unko bhi
Jo humare desh ke sarhad per khare h
Happy diwali unko bhi
Jo diye bechkar aapne ghar ko roshan kar rhe h
Happy diwali unn parents ko bhi
Jo aapne bachoo ke liye khushiyaan kharid rhe h
Happy diwali unn bachoo ko bhi
Jo crackers ki chamak ko nihaar rhe h
Happy diwali unn babu sona ko bhiπ
Jo aapne paise kharch karke aapne
Babu sona ko diwali gift de rhe hπ€£
Happy diwali unko bhi
Jo patakhe jalane se jyada
Patakha bolne me interest rkhte hπ
Happy diwali unko bhi
Jo papa ke nalayak Aulaad hππ
Happy Diwali unko bhi
Jo Diwali ke saaf safai me lge theπ€ͺ
Happy Diwali unko bhi
Jo din raat padhai karte hπ₯³
Happy Diwali unko bhi
Jinhe koi abhi tk Diwali
Wish nhi kiya hoπ
-