Aab chot lagh ney par dard nahi hota. Ab roney seh asoon nahi nikaltey. Bus ek bebasi sih mesus hoti hai, joh yeh asas dilati hai ke hum kitney akeley aur bebas hain.
-
PEHLEY SAAR SEY CHAATH GAYI, PHIR PEROH TALEH KI JAMIH BHI NA RAHI, AK TUTI FUTIH DEWAL KA JOH SAHARA TAH WOH BHI KABKA JATAH RAHA, ZINDAGI NEY ITNA BEBAS KARDIYE HAI MUJHE KE AAB TOH AAPNA SAAYA BHI SAATH NA RAHA.
-
ZINDAGI JINEY KA LUFTH KHABHI HUM BHI liya karte the,aab toh chan ashaan hai jiney jiejah rahein hai.Murdah logo mein aur zinda logo mein farakh hi kya hai, bus ak sasooh ka, kaal woh liya karte the, aaj hum bhi ley rahe hain.
-
Kash ke Zindagi phir ekbar ush morh per leyh jaye jis morh per hum miley the kabhi, jis morh seh huwa tah pyar sura, jis morh peyh mili thi muje jene ki umeed. Na jane aaj kyun phir woh morh yaad aah rahai, jis morh pey hum barbadh huye the kabhi. Kash....
-
Zindagi jeneki khusi toh kab ki khatam hogayi, aab toh bus duniyadari ke leye jeye jare hain.
-
Bohoot der hogayi tumhe anemey , ek waqt tha jab en akhono mein terey intezar ke siva kuch na tha, lekin, ab en akhono mein terey diyeh huye aansoo ke ilawah khuc nahi. Khekne ko toh zinda hu mein, lekin hakikat mein ek laas se ziyada kuch bhi nai hu mein.
-
KAUN KEHTA HAI KE ZINDAGI GULZAR HAI, ZINDAGI TOH EK JUNG HAI, JOH HAR KISI KO LARNI PARTI HAI, CHAHE WOH JENE KE LIYA HO, YEH PHIR IJJAT SEH MARNE KE LEYE HO
-
ZINDAGI RETH KI TARHA HAATH SEH CHOOTI JA RAHI HAI, KIYA PATA KAB, KHAWAB TUTH JAYE AUR BULAWA AA JAYE.
-
AB TOH NA DIN YAAD HAI, NA TARIK, ZINDAGI KUCH YUN GUJRI HAI KE,BAS AB TOH APNAH TARUF HIY YAAD HAI.
-
Na Mohabbat rash aye, Na Dosti rash aye, humein toh logoh ay Zindagi hi rash na aye. Logh khete hai aur sayad hai bhi, ke kuch insann cha hei kuch bhi karle unne kuch nahi rash ata, kyun ke une Banaya hi gaya hai kisi aur Duniye ke leye. Toh kiya khak rash ayegi unhei ey doh din ki Duniya.
-