Dear and Near ones, Please stay at home. There is scorching sun outside. You can get sunstroke. Take liquid diet. Eat kam, drink jyada. Between 12 to 4 pm stay at ghare par. Jab tak jaruri na ho ghar par he rahein. Thanks ๐ซก๐ซก
-
Today on the Propose Day I, Reitesh Raj, propose you to be my friend ๐งก, My Love of life, My soulmate โฅ๏ธ My support system of every ups and downs, My only Wife, Home minister of my heart โค๏ธ
-
"Kuch log apna pet paalne ke liye itni mehnat karte hai ki aksar unhe yaad he nahi rehta ki bhookh kya hoti hai.. bhookh lagi bhi hai ya nahi.."
said "Unknown"-
Hello Everyone ๐ ๐๐๐๐
"P a a t h a s h a l a"
"Unnat Shiksha, Shresth Parinaam"
is Coming Back Soon...
Stay in touch for more updates..
Reitesh Raj-
World Tourism Day (WTD) is celebrated annually on September 27th to raise awareness of the social, cultural, political, and economic value of tourism. The World Tourism Organization (WTO) announced WTD in 1979, and it was first celebrated in 1980. The date of September 27th is significant because it marks the anniversary of the WTO adopting its statutes.
The theme for WTD 2023 is "Tourism and Green Investment". The WTO says that people are the foundation of tourism, and that everyone should have access to quality tourism training.-
Arz kiya hai...
Ye Pyar nahi koi khel priye,
Aasan nahi hai ye male priye,
Wo chitrahaar ki laddiyan hai,
Mai Krishi Darshan ka jhaadi priye.
Wo roshni me doobi duniya saari,
Mai andhere ka mod priye.
-
Arz kiya hai....
Har mulaqat me tere chehre pe mushkan chahte hain,
Khushiyon se bhara din, pyaar bhari raat chahte hain,
Khuda bhi chah ke Jo chhin na sake,
Aye yaar Tere liye wo pyara sa sansar chahte hain.
With Loads of love โค๏ธ
Your Kharush-
Dear Zindagi,
Mai chahita patr hun kisi k Kahani ka,
Jiske panno par Mai kabhi - kabhi usse hasane, khush rakhne, Uski Bakk - Bakk sunne ke liye aaya - jaaya karta hun. Sayad Unn Panno ke dil hote toh bata deta unko ki Ye Patr kabhi - kabhi nahi, hamesha unka Intezar karta rehta inn kaamo ke liye. Dosti Jo itni gehri ho gayi hai, toh Shikayat kis baat ki.
Kisi ne kya khub kaha hai....
Meri Kismat me Tu na sahi,
Umeedon me toh tujhe paya hai,
Panno par kabhi kabhi he dikha tere,
Mere yaadon me bas Tu he samaya hai.
Take care of yourself ๐๐๐๐-
Sirf Aapke liye....
Teri Narazgi Mai kabhi na seh paaunga,
Tu Jo ho jaaye khafa mujhse,
Mai kaise khush reh paaunga,
Tumse he toh subha hai meri,
tumse he toh shaam hai,
Tu Jo na mushkurayi toh,
Mai bhi kaise khush reh paaunga.-
Yun toh tareefein teri Chand se har bar karta hun,
Sitaron ki duniya me tera he naam likhta hun,
Chura ke raaton me Chand ki chandni ko,
Zameen se falak tak tera he bas naam likhta hun.
Har ghadi tujhe he Mai bas yaad karta hun,
Chand - taaron se teri he baat har bar karta hun,
Gum na ho jaaun kahin teri pyari si aankhon me,
Tera deedar, aye yaar, chupp ke har bar karta hun.
Tujh sang apni zindagi ka har shaam dhundta hun,
Subha teri pyari si Mai mushkan dhundta hun,
Bhale sadiyan na beete sang hamare, koi gham nahi,
Khushiyon bhara har pal Mai Tere saath dhundta hun.-