Hum Har Chehre Par Margye
Tera Chehra Samajh kar
Log Behaya Keh Gaye
Bewafa Samjh Kar-
Hey Shree Radhe Meri Sarveshvari
Bus Itni Si Rehmat Barsa Dena
Mere Akhri Sas Pe Govind Lene Aye Mujhe
Mujhse Kuch Aise Karam Kra Dena-
Maslaaa Uski Bus Do Nigaho Ka Tha
Barbad Ruh Ka Har Zarra Hogya
Uspe Unka Nazre Milana
Jaise Adhi Rat Mai Sawera Hogya-
Pehli Mohabbat Ka Surur Phir Se Chadha Sake
Nahi Ab Auqaat Nahi Kisi Ki Mujhe Phir se Rula Sake-
Tujhse jude har kisse ko
zehen mai utara krti hu mai
Purani kitabo ke panno se
jab bhi guzra krti hu mai
Likh kar nam tera panno par
Kachhi kalam se mitaya krti thi mai
Headings mai (c) par jab padti thi nazar
Muskura diya karti thi mai
Kabhi kitabe na lane par
Tujhse manga krti thi mai
Laga kar use seene par
Khushi se sehem jaya krti thi mai
Zehen mai jab bhi aa theherta hai
Wo daur mahobbat ka
Aaj bhi unhi gallio se guzra krti hu mai
rasta bana purani kitabo ke panno ka-
I Have Seen His Best
I Have Seen His Worst
Beleive Me
I Am In Love With Both
I Have Seen His Adorance
I Have Seen His Ignorance
Beleive Me
I Am In Love With Both
I Have Listened His Long Useless Talks
I Have Listened His Heavy Emotional Silence
Beleive Me
I Am In Love with Both
I Have Seen Days With Him
I Have seen DAYS Without Him
Beleive Me
I Am In Love With Both
I Have Seen Him On Late Night video calls
I Have Seen His Pictures At 3 am And Smiling Like A Fool
Beleive Me
I Am In love With Both-
Teri Dhadkano Ka Theher Jana Agar Wajib Ho
To Meri Zulfo Ka Bandh Jana Munasib Ho-
Huzoor Chand Pe Daag To Hota Hai
Phir Bhi Roshan Sara Jahaan Karta Hai-
Khanzaro Ke Is Bazaar Mai Hume Bhi Taar Taar Kiya Gya Hai
Hamare Hi Qatl Ka Hume Hi Qatil karar Kiya Gya Hai-