Toofaan se tu bhaag nahi sakta...
Muskiloon mein tu chal nahi sakta...
Ro kar chipa leta hai dard...
Tu kafir hai...
Jo iss haalth se laad nahi sakta...
-
Bhale hi aaj raat k andhere mein kal fir se din nikl ayega..
Liya jo aaj kadam kl itehaas tu banayega,
Giroge lagatar kosis krte rehna tum..
Nakami ke diwar ko langh kar jana tum,
Taklif sbko hai kon chata hai andhere mein rehna...
Aaj tum se nahi hua kl koi aur kr jayega dekhte rehna...
Taklif se lad gya wo ho gya amar..
Koi kasar na chor..
Tu bhi hai wahi..
Jo kisi se kam nahi...-
Ped ki Chao mein chipa tha mein dhup se dar kar...
Is chao se ab bahar nikl kar dariyaa ko sambhl kar...
Lehre h bhut uchi kaat dala mein ne us ped ko ...
ab dhup se dar nahi lgta aagya samdar jo...
Kr le dariyaa masboot tujhe dusre kinare jana hai....
Jangh ab tak khatm nahi hui us paar gidadho se ladna hai....-
Fitrat itni kharab nahi muhfaad kr tamasha karu...
Jante to hum bhi bhot kuch the sanskar ne kaha chup rahun....-
Wo aksar kehte hai ki tm ab likh nahi paate,
Band hogya dimag ya fir wichar tik nahi paate..
Mein cahah kr bhi wo shabd ab chun nahi paata,
Shabd titol kar kuch bun nahi paata..
Likhte likhte jese kalam aaj jam si gayi hai,
Ilzaam kisse dun kalam aaj meri tham si gyi hai..
Wo kv jo mukhra tha aaj mon hai,
Jo kv likhta tha wo kon hai..
Wo kawita ab banaun to banaun kese,
Kagaj pe ab ye ehsas jataun kese..
Kagajh raadi se ulajhne lagi hai,
Sabd mere lekhn se aanban hone lagi hai...
To ab kya likhun aur kyu likhun..
Kb tak jabrjusty mein kalam ghisun...
Bss yahi jawab hai mera ab aur saha nahi jaata...
Ab mujhse kuch likha nahi jaata...
Sb jaante ho tm,
Ki kyu mein ye kaam kar nahi paata..
Fir bhi puchte ho tm ki kyu tm likh nahi paate!!!-
Tu pohonch gaya unchaiyoon par dekh aasmn!!
Sare jale tujse badha gyi tapmaan!!
Tu kese pohncha udhr sab hai hairaan!!
Kyuki!
Sare dekhte tujhe,
Koi dekhna nahi cahta tere pair ke nishaan!!-
Pankh failaye aasman mein khona chata hu,
Jo na mila aasan se
Wo pana chta hu,
Har kar aksar toot jate hai log,
Tukdon ko samet ghr sajana chta hu,
Mehnat to sab karte hai
Manzil pr pohnchne ki,
Mein chadhkar manzil par
Khudka naam likhna chta hu,
Puri jindegi jine ki aasa to sab karte hai,
Mein puri jindegi ek hi baar mein jeena chta hu
-
Duniya ki janjeero mein bandh gya!!
Khudko dekh tu ky ban gya!!
Jo tu tha usse koso dur ho gya!!
Aaj jhank kar dekh tune kisko paala hai..
Kya tu wahi hai jo tune khudko hakekat mein jana hai..
Jis waqt ka intezaar hai tujhe wo waqt kv na ayega..
Aakhein khol tu khud hi khud mein samjh jayega!!-
4 panktiyon nein likha meine kuch aur ye sunne ko kafi betab rahe,
Mein bhale likhun kuch bhi ye dundhte bahne kese mujhe haram kahe,
Kya tujhe pata bhi hai kitne mahino se mein soya nahi chain se,
Kya tujhe pata bhi hai sune kitne taane par fir bhi haar kabhi maani nahi,
Haan sabhi se mein duriyaa banaun paar cha kr bhi mein dil se nikl nahi mein pata,
Ab lagta hai likhna chor baap ke kaam pe chala jata,
Kuch nahi likhne ko ab mere pas,lane laga h jese lafz pad chuke kam,
Kash hota kuch aisa jese aye mera daur par piche dekhte har dafa aakhein padti h nam,mein ne kisi ke sahare nahi khudko banaya,meine haar ko banaya mera khash yaar,aur ab ban gya kuch to duniya bolti mein nahi hu hakdaar.
"kya mein itna galat"-
yahaan tak ki mere jeevan mein bhagavaan ke saath, yah mere jeevan abhi bhi kathin hai,maaf karane waale isse itana aasan kahate hain, mujhe bs parchai mein rakhne ke lie aur main samajh nahin sakata, mein galat nahin kar raha hu shaayad yahi kaaran hai ki wo mere saath kamabakht kyun ho rahe hain, soch raha hoon ki main sab likh doon. lekin baat yahi sirf hai tum mujhse nafharat karna chaate ho, phir mujhse nafharat karo,kyunki main wajeh ki talaash kar raha hoon, tmhri jhuti suraksha se door karane ke lie aur ek maafi mujhe mere lie ,
nahi !! mujhe batana hain, jo ye mujhe mujh par lag raha hai,jaise koi bhi waastav mein mujhe nahin chaahata hai, mere upar dawao badha rahe hai, mujhe aashchary hai ki kya yahi khushi hai? kyunki maine kabhi nahin jaana, jin logon se meree mulaakaat nahin hui unse milna chata hu, un sbko bhi parakhna cahta hu-