Unhe bahane ki talash thi humse milne ki
Moka dekh humne bhi bata diya hum chai achi bana lete hai-
๐ ๐๐ง๐ง๐ ๐ฅ๐ข๏ฟฝ... read more
Subha se na jane me tumhe kitni baar yaad kar leta hu
Din dhlte hi tumhari sari yaade chai me ghol kar pee leta hu-
Ab Ye na puchna ki ye alfaz kaha se lata hu
Kuch churata hu Dard dusro ke kuch apna haal sunata hu-
Tere chehre ki wo halki si muskan
Sham ki us chai ki tarha Hai
Jisse dinbhar ki thakan door si ho jayi hai-
Tere jane ka kuch aisa asar hua mujhpar Ki
teri talaash me khud ko paliya
Aaj bhut acha sa lag raha hu andar se
Lagta hai mere khayalo ne Aaina Laga liya
Bhut halka mehsoos ho raha hai mujhe
Lagta hai teri yaado se moksh pa liya
Kuch aise gayab hua hai tujhe se juda har Bawal
Ke dil ne jaise ganga naha liye
RaviR.D143-
Ha hum block hai par hum karenge teri photo pe click baar baar
Kabhi tum bhi karke dekho na
Jara taqleef samjha Aayegi
Hum aaye hai tere shere me
Na jane kab mulaqat tum se ho payegi
Kabhi to kahi to nazar Aaogi tum mujhe
Chlo acha hai is intezaar me zindagi to
Guzar jayegi
Humari dasta e Ishq me Tum bhi to Shamil rahi ab tak aaj nahi to kal
Yaad tumhe bhi bhut aayegi
Teri meri saaso ne dekhi jo intaha
Humre Ishq ki batana ye saase kaise jhut bol payegi
-
Siyahi shukhi bhi na thi akhbar ki
Or fir khabar Aagai balaatkar ki-
I always feel heppy you know why
Because i dont expect anything from
Anyone expections always hurt life is short so love life be heppy &
Keep smiling just live for yourself &
Before you speak listen before you
Write think before you spend eran
Before you pay forgive before you hurt
Feel before you hate love before you
Quit try before you die live-
Lekin jaisa ki mine kaha jindagi humesha aage hoti hai use wo pata hota hai jo hum nahi Jante hum dono bhi nahi jante the ki kya hone wala hai mohle me panpa payar
Anzam tak pocha to tha lekin bepanha payar ke behisab mayosi me tabdil ho Jane ke bich mehaz chan saal hoge iski umeed na mujhko thi na shalini ko darar ki wajha munsib thi ya nahi pata nahi par wajha to thi halaki rishte imarto ki tarha hote hai imarat jab bharbhra ke jamin par girti hai to duniya kheti hai ek hi pal me imarat dhool me mil gai lekin dekha jaye to ek waqt imarat ke girne se pahle Ka bhi hota hai wo waqt jab usme darare padti hai jab wo chitakti hai jab usme sirun risti hai jab uako bachaya ja sakta hai rishte bhi aise hee hote hai bikharne se pehle unme bhi maramad ki gunjaish hoti hai lekin ha rishto ki maramat imarat ki maramat se thoda Jada muskil to hai hi-