Chai- Matthi lovers, please like our facebook page. 'Chai-matthi tales'
Coming up with a big surprise.-
हर क़दम पर झूठ बोलती है,
मौत मुश्किल है, अफ़वाह भी ज़िंदगी ने फैलायी होगी।-
Kabhi main hoon tanha, kabhi main akeli,
Ik uljha sawaal, ek un-suljhi paheli
Main paani ki kal-kal, main hawaaon ki sar sar,
Main Ganga hoon paawan, main Yamuna hoon maili
Main phoolon ki khushbu, main raato ke sapne,
Main neeli si chaadar aasamaan pe hoon phaili
Main ishq ki tadapn, main chhota sa bachpan,
Jawani hoon main jaise ziddi akeli
Main jaane ka dukh hoon, main aane ki khushiyan,
Main aankhon ka raaz, main khuli hatheli
Main Krishna ki Radha, main Ram ki Sita,
Main Ahelya hoon jaise patthar akeli
Mere liye bani hai duniya ye saari,
Jeena sikhaati main sabko akeli
Kabhi main hoon tanha, kabhi main akeli-

अब अपना इश्क़ और कैसे बयां करूं,
वो मुझे चाय जितनी अच्छी लगती है।-
ਨਿਰੰਕਾਰ ਦਾ ਆਕਾਰ,
ਰੱਬ ਦੀ ਸੂਰਤ,
ਸ਼ੁਰੂਆਤ ਤੋਂ ਅੰਤ ਤੱਕ
ਪਿਆਰ ਦੀ ਮੂਰਤ,
ਚੰਡੀ ਬਣ ਕਰਦੀ
ਨਾਸ਼ ਪਾਪੀਆਂ ਦਾ,
ਓਸ ਨੂੰ ਲੋਕੀ ਆਖਦੇ ਔਰਤ-
ये जो पंडित हवन के समय, वस्त्रम स्मारपयामी बोल के मोली का टुकड़ा चढ़ा देते हैं, ये कौनसे भगवान हैं जो thread wali bikini पहनते हैं?
-
MERI AAWARGI KA ASAR CHAND PE HOTA HAI,
HAR AASHIQ KA MISRA-O-GHAZAL CHAND PE HOTA HAI,
LABB LAGTE HAIN JO JAAM SE TOH KYA KEHNE,
MAIN PEETA HOON TOH ASAR CHAND PE HOTA HAI.-
Rangeen raato ke satrang andhere,
Khubsoorat duniya ke badrang ye phere,
Ter parchhai se paida hue the jo,
Sathi hai mere wo saare andhere
Kaali si subah ki, dheemi si roshni,
Kadwi siyaahi ki, daawat si chaashni,
Likhe jo khat the, wo paas hain mere,
Thandi dupehri ki, geeli si garmi,
Uljhe the phoolo mein, kaanto si narmi
Khoob hasse wo b tanha akele,
Wo jeene ke darr, se ye marna rozana,
Ye aana wo jaana, wo jaana ye aana
Kabhi ghar tere, kabhi ghar mere
Sathi hai mere wo saare andhere-
अब सुबह नहीं, सीधा ऑफिस का टाइम होता है।
अब शाम नहीं, बस घर के लिए देर होती है,
अब खाना खाने का मन नहीं, लंच टाइम होता है,
अब तुलसी वाली चाय नहीं, तुलसी फ्लेवर वाला टी बैग होता है
अब जरूरी कुछ नहीं, सब अर्जेंट होता है
अब फैमिली टाइम नहीं, फैमिली एक्सिजेंसी होती है
अब कुछ मूड से नहीं, प्रायोरिटी वाइज होता है,
अब अब से नहीं, अब एक दशक से होता है-