Kehte hai pyar aur zindagi ki taklifey insaan ko shayar bnna deti hai..
Pata nhi kyu aisa lagta hai ki kuch farreb bhi insaan ko shayar bnna dete hai...-
Being cool 😎 and being emotionless
are ✌ different don't consider them same .-
Khubsurat hona koi crime🙅💢 nahi..😛
Ab buss bhi karo mere pe iilzamm lagana 🙈🙈-
Aap duniya ke bheed mai kho gaye toh koi baat nhi hum apko dhund lenge 😌..
Buss baat yehi hai ki badalna mat .
Dhundna aasan hoga aur khass bhi 🥰-
Don't smoke🚬
Nahi toh haddi bnn jaoge.. 😅
bilkul .
Woh cartoon aata tha na jiska namm Billi, mandy aur life mai haddi tha, uss haddi ki tarah.
Plz 🙏don't get offended it's just a small humble request
In modern style 😎.
Hope you like that. 😅😊-
Karmm ka pehra hai ,
Tumne diya bada jakhm gehra hai,
Kaise maaf krega mann mera tumhe jisne racha sajish gehra hai...
Ghabrana nhi ek din aisa bhi din ayga ,
Jo muje Tumne diya hai wahi Tu khud bhi payga ,
Maine maaf kar diya toh ye na samjhna ki karmm se tera picha chhoot jayga ,
Ye waqt hai janab jo diya hai wahi payga .
-
Some people will always dislike you.. 😓
No matter how many sacrifices you gave for them.
-
Hi maine zeher pi liya
Sayad ye soch ke marna muje gawara na tha ,
Jiski saza mili woh kasoor hamaara na tha ,
Yu toh fariyaad karu toh kisse karu..koi sunnewala hamara naa thaa.
-