Na Phir Zikr Kia…..
Na Phir Palat Kar Dekha…….
Uski Aankhon Mein Aankhen Daal Kar Maine Khud Ko Smajah Kar Dekha……
Na Phir Zikr Kia , Na Palat Kar Dekh……-
Aisi Ishq Ki Jo Baat Ki…..
Woh Aarzoo Jagh Gaye…..
Hum Toh Samjhe The Unhe Buth….
Par Woh Toh Dhadkan Suna Gaye….-
Na Phir Zikr Kia…..
Na Phir Palat Kar Dekha……
Uski Aankho Mein Aankhen Daal Kar Mane Khud Ko Samjah Kar Dekha….
Na Phir Zikr Kia , Na Palat Kar Dekha…….-
Aaj Phir Beth Gaye Hai Lagane
Dil -E- Gum Ke Hisaab…..
Ek Khayal Unka Chala Aata Hai Zehan Mein…..
Ki Hum Rohte Hai Hissab…..
-
Qaid Kar Chuki Thi Woh Nigahen Humein Pehli Dafa Mein Hi……
Abh In Nighahon Se Rehaai Hum Khud Hi Nahi Chaahte….-
Tum Mujhe Waqt , Be-Waqt Mila Karo , Baatein Kiya Karo Bada Acha Lagta Hai…..
Mein Jaanta Hun Yeh Kalpanaye Hai Meri….
Par Mujhe Khawabon Mein Jeena Acha Lagta Hai…..
Tum Mujhe Waqt , Be-Waqt Mila Karo , Baatein Kiya Karo Bada Acha Lagta Hai…..-
Woh Kaha Karti Thi Mujhse :
Suno ! Tum Sirf Mere Hi Humraaz Rehna.....
Tashreeh Iss Zindagi Ki Abh Hum Kisi Aur Se Kar Na Payenge.....-
Dil -E -Iqraar Mein Aaj Tujhse Kardu.....
Teri Ulfat Se Inkaar Mein Kase Kardu ?
Tume Paane Ki Talab Aaj Bhi Beshumaar Hai Mujhe Mein.....
Par Ek Na Murad Pe Jaan’Nisaar Kase Kardu...-
Nigaah -E-Shokh Se Kuch Keh Gai Thi Woh.....
Mein Kya Janu Ayee Ghalib......
Tere Aatish Se Ulfat Ek Dariya Bhi Karta Tha.......-
Kuch Toot Sa Jata Hai.......
Kuch Rooth Sa Jata Hai Aye Galib Par Yeh Batla De Hum......
Ki Qurbat Toh Dil Ki Sirf Unhi Se Thi........
Ke Bakiyon Se Pehchaan Badhane Ka Khayal Bhi Shagufta Na Hua.....-