Ranjeeb Biswal   (R.B)
297 Followers · 727 Following

Joined 8 April 2020


Joined 8 April 2020
11 SEP AT 20:07

Aaj khaab se nind sare juda hua
Woh jo tha mera, mera khuda hua
Uske anjane mai usse ye sauda hua
Fir baat hua
Aise din shaam se raat hua
Kai wade hue kai yaadein bani par
Khaab tuta ,nind se bhi juda hua

-


11 SEP AT 20:03

Kahin kho to gaye hai
In andheroon mai
Ab roshni ki talash nehi to nehi
Fir bhi chalenge issi ore
Manzil ka pata nehi to nehi..
Kai mile dil lagane ko
Is raste
Hamara jo laga nehi to nehi
Aisa kyun? Ye sawal to hai
Magar jawab pass nehi to nehi..

-


14 DEC 2022 AT 13:33

Hum pagal yun hi na bane
Pyaar to tha
Par hum jatana bhul gaye
Ye sareer abhi bhi jinda hai
Hum mar to gaye
Par usse batana bhul gaye.

-


14 DEC 2022 AT 13:30

Suno paas to betho
Mujhe chhune do
Ye jo wadan hai teri
Mujhe chhune do
Jameen ki chhand ho
Us aasman ko chodo
Mujhe chhune do
Suno woh chand pe daag hai
Par tum pe hoga na
Bass jara si chhune do

-


14 DEC 2022 AT 13:28

Kya sab ab hi keh du
Thodi der lagega
Fir se ek baar yakeen aur kar loo
Thodi der lagega
Ye subha ,ye din ,ye shaam, ye raat
Ye yadeein, ye batein ye hasi, ye ghum
Sab gajab hai
Iss se bahar nikalna itni jaldi?
Nehi
Thodi der lagega
Tum dil ko lagane ki baat karte ho
Woh tute dil ko judne me
Thodi der aur lagega

-


14 DEC 2022 AT 13:22

Ab kisike thoda waqt dene ko
Ishq samjhna nehi hoga
Haan malum hai pyaar ho sakta hai
Par ab izhhar nehi hoga
Kuch to sikha humne zindegi se
Galti ko dohrana ab nehi hoga.

-


14 DEC 2022 AT 13:20

Kya hoga?
Gar tumhe mai apne sapne
Mai dekh loon
Tere haat pakad kar
Gale se laga loon
Tum has ke dekh lena mujhe
Aur mai tere kandhe pe roo loon
Fir mai teri ankhoon ko dekhu
Unme mai khud ko hi dhundu
Aur kya hoga
Fir ye sapna gar toot gaya
Ek aur sapne mai aogi kya
Bin lafz bole mere pass bethogi kya
Gar hann to fir thik hai
Gar nehi to yun baat badha kar kya hoga...
Ye sapne dekh kar kya hoga...
Tere khaab bun ke kya hoga..
Chup mai reh jau
Chup tum bhi reh jana
Bass faasle thode badhjayenge
Isse jyada kya hoga?

-


14 DEC 2022 AT 13:18

Ab ye shaam kiski yaad pe kharch nehi hota
Ye raat mai kiske khawab nehi ata
Ab koi subha kisika intezaar nehi hota
Basss khud mai kho gaye hai
Dhundta bahut par ab milna nehi hota
Raat ko Saaath beth ne ki wada
Shaam ko chalne ki wada
Din guzar ne ki wada
Chaand taronn ki wada
Sab kar loooonn par ab woh mukamal nei hota....

-


14 DEC 2022 AT 13:14

Daan mai mila tha dard hai ye
Usse dekha kisi aur ke saath
To ehasah hua pyaar hai ye
Khud palta tha mai bharam dosti ka
Khuda ko pata tha pyaar hai ye....

-


5 JUN 2021 AT 17:10

Bazzar-e- mohabbat me chaheda jism ka badh raha,
Kapde chhota ho to uski bhao badh raha,
Bina dekhe chhue bhi hota tha pehle mohabbat,
Ab chhune tak hi pyaar warna inkaar ho raha.

-


Fetching Ranjeeb Biswal Quotes