In the end you have to become your own super hero for yourself
-
Tamasha e duniya bas itna hi hai yaro
Har kirdar uljhano se ghire betha hai
Maine apni uljhano ko ab chun liya hai
Koi matlab nahi kon kya liye betha hai-
Apni sari takat laga do khud ko upar uthane me logo ke jine marne chhutne ruthne ki parwah mat karo..
Suraj ki roshani se log andhe ho sakte hai fir bhi wo logo ki nahi sochta jee bhar ke pure jor se chamkta hai..-
You are innocent? people can do phishing and you will become loser
You are loser? People will betray it
And you will be joker
I am the joker-
Main rule of the WAR:-
Keep distance one mile from it
And once it strated don't step back one inch
-
Malum Sirf insan dhokha dena janta hai puri duniya me baki sare jeew jantu ped podhe nahi jante aur isliye kuchh log insano se dur ho jate hai aur janwaro aur ped podho machino ke paas rehte hai aur unke liye apni life jine lagte hai.
wo itna jyada dhokha kha chuke hote hai aur bharosa karke haar chuke hote hai ki ab wo koshish nhi Karna chahte aur kisi ko mauka nahi dena chahte. unka insano se bharosa uth jata hai humesha ke liye Wo log apni zindagi se nhi ruthe hote bas logo ke kaminepan se tut chuke hote hai pure tarike se
isliye har insan se dur chale jana chahte hai humesha ke liye aur fir kabhi laut ke nhi aana chahte insano ke paas,insano ki duniya me they hate all humans.ye hota hai kuch logo ka aisi life jine ka main karan.-
यूं तो सफ़र-ए-ज़िन्दगी में सही गलत का कायदे कुछ नहीं
सभी शामिल है क़त्ल-ए-अरमान में किसी ना किसी के लोगो से एतराज करने के फायदे कुछ नहीं-
अपने आप के भी पीछे खड़ा हूं मैं
जिंदगी कितना धीरे चला हूं मैं
और मुझे जगाने जो और भी हसीन होकर आते थे
उन ख़्वाबों को सच मानकर सोता रहा हूं मैं-