Raman Kumar  
57 Followers · 66 Following

Joined 5 July 2019


Joined 5 July 2019
23 JAN 2024 AT 0:29

Tumhare mohabbat ke aage to
Duniya ka har rang fika par jaiga
Mai dundha jo gar koi rang bhi
Mujhe kaha kuch najar aaiga
Dil karta hai daman me chhupa lu tumhe
Yu bhi tere bagair khud ko dundhta reh jaiga

-


15 JAN 2024 AT 21:22

Tumhari yaad aati hai
Bhut aati hai
Mai hota to hu
Mujhse ho nahi pati hai
Infinity

-


30 DEC 2023 AT 13:54

Gujara hame jin rasto se
Uss dard se jara gujar ke to dekho
Enn aaieno me maine kai dafa dekha khud ko
Tum bhi jara yaha thahar ke to dekho

-


30 DEC 2023 AT 11:31

Wo mera sa hai
Par mera to nahi
Kaise dekhu ab tujhe
Wo ab tera to nahi

-


25 DEC 2023 AT 19:27

Ess gunah ke sath ji to nahi paunga
Aur tere bagair marna nahi aata hai

-


25 NOV 2023 AT 19:57

Axis without infinity never been complete
If you know mathematics you can imagine

-


30 OCT 2023 AT 8:19

Wo aisa muskuraiye ki ham
Hosh gawa baithe
Abhi to hosh me aane wale the
Ki wo Phir muskura baithe

-


9 AUG 2023 AT 13:20

Sach ko sach ki tarah nahi dekha
Aankhe jo band ki tumhe hi dekha
Acha bura apna paraya ni pata Mujhe
Bas tere bagair maine kuch nahi dekha

-


21 JAN 2023 AT 21:07

Unhe fikar hai jamane ki
Hame gam hai jamane me chhor aane ki
Itni berukhi pathhar na bana de hame
Dar hai aadmi se khuda ban jane ki

-


29 DEC 2022 AT 2:31

Tujh sa tujh tak ya tera ho jana
Ya bina majil ke rasto pe chale jana
Dar badar thokare hi kismat agar
Mano khud hi khud me kho jana

-


Fetching Raman Kumar Quotes