Bhool sa gaya hoon aawaj tumhari
Kyu na ek din baat kar late hain !
Thodi Kam ho gae hain sararate meri
Kyu na ek din khurapaat kar late hain !!
Janta hoon bigde hain halaat kai
Chaho to sahi sab halaat kar late hain !
Jab bhi guzarti hain yadon ki hawayen
Dil karta thaam lu thoda sa inhe !!
Ab to arsha ho gaya hain tumhe dekhe huye
Chelo na ek din mulakaat kar late hain !!!-
RAJU QURESHI
(RAJU QURESHI)
15 Followers · 5 Following
our heart is a place to draw true happiness.😊
Joined 18 August 2020
4 JUN 2022 AT 21:10
17 JUN 2021 AT 15:06
Kisne kha ' Raaj ' ki ham ishq ladaate hain,
Ham Shareef log to Yuhi aakhen do 4 karte hai 😊
-
17 JUN 2021 AT 14:15
Mousamon se kya sikayat karte ho meri ,
Main khud ek hewa ka jhoka hoon ...🥀
-
30 MAY 2021 AT 18:45
Tumhare baad tO Khair kya kahe ,,
Tumhare saath bhi bahut dukha hai Dil 💔-
26 MAY 2021 AT 20:45
Kal eske didaar Ko uthi thi kitni aakhen ,
Aaj samne Kheda hain tO kisi Ko fikr nahi..
@raju_qureshi-
27 MAR 2021 AT 16:17
Hamse wo khud nahi sambhali gaye ,
Osne kitno ko sambhal kar rakha hua tha.
@raju_qureshi-