वक़्त का बदलना तो मुनासिब था, लेकिन इसके साथ ये, लोग क्युं बदले है।
मैं सबको पहचानता हूँ यहा , बेशक अंदाज नया है इनका,
लेकिन ये वही पुरानी शक्ले हैं।-
Doctor❤❤
बेशर्ते मोहब्बत पर बेइंतहा यकीन है, हम बस मोहब्बत करने वालो से बैर रखते हैं।
ये वही लोग है जनाब,
जो सात जन्मों के वादे कर,बस बिस्तर की चादर तक साथ चलते हैं।-
Ye log bhi kamaal karte hai,
jakhm de kar haal-e-dil pooch liya karte hai.
-
Ye mohabbat barbaad karte waqt naa hi teri shakshiyat, aur naa hi teri zaat dekhegi.
kya ameer aur kya gareeb janab,
ye hum dono ko ek hi tareeke se khaak kar degi.
-
Tum jo khaamosh nazar aate ho, jaroor dil mai koi shor hoga.
ye dil tootne ki wjha kya puchoo mai tujhse.
yakeen hai, jisko tune chaha ,uske dil mai koi aur hoga.-
Aksar ish dard ko aankho mai kaid kar so jaya karta hu.
apne aap se hi jung kar ke , mai shaamo-seher muskuraya karta hu.
kabhi dhundle se ho jaate hai ye alfaaz nigaho ke saamne , toh kabhi ushi dard ko sareaam gungunaya karta hu.
pakeezah sa dil hai mera jiske sath
haal-e-dil bayaan ho pata hai , warna aksar uske sath bhi toot jaya karta hu.
-
या तो हो जाऐंगे मसहूर तेरे इश्क में या हमें भी बदनाम करार कर दिया जाएगा।
अपनी हद से बढ़कर बेहद इश्क़ करना चाहता हूं तुझे
या तो हो जाएगा ये इश्क़ मुकम्मल या किनारे कि तलाश में डूब जाएगा।-
Tasavvur kuch aur tha aur haqiqat kuch aur hai.
Har taraf tanhai hai.
naa jaane phir ye kaisa shor hai.
Mast mola tha main pehle,bss muskuraya karta tha.
Aaj poochta hu khud se ye tu hai ya tujh jaisa koi aur hai.-
अब ना कोई शिकायत और ना ही कोई गिला।
उस बिखरे हुए रिश्ते को समेटते-समेटते खुद टुटने से बेहतर है ....वो रिश्ता टुटा हुआ।
-
Maine pyar kiya par dikha nahi paya sayad ye meri kami thi.
Ish baar maine sorry bol kar khud ko explain nahi kiya sayad ye meri kami thi.
Sochte the jee nhi payenge tere bina par tu door hua toh pta lga ye meri galatfehmi thi.-