rajat Razz   (bunkbazz)
633 Followers · 1.2k Following

read more
Joined 8 March 2019


read more
Joined 8 March 2019
31 OCT 2020 AT 20:06

Akhir woh wajah toh bata de
Jiske khatir tu souk se Chali gayi

-


31 OCT 2020 AT 19:50

Varun dhawan October Movie

Still i remember the Song "Theher Ja"

Theher ja 2020,Corona ne Pura ek Saal Humari jindagi ka Chin liya hai... 😋😝

-


31 OCT 2020 AT 19:39

तुम्हारा हर एक खामोशी
क्यू मुझे बार बार बेचैन कर रहा है।

-


28 OCT 2020 AT 14:31

Jindagi mein kai sare Kashmaksah
se gujar raha tha.
Jab se tumhara Sath milgaya
jina aur bhi aasan hogaya.

-


28 OCT 2020 AT 13:48

Jaan e ada teri nazro ka sikayat Kisse karu.
Aksar jab bhi dekhta hu,Tera Diwana ban jata hu

-


19 AUG 2020 AT 23:43

Karta hu mein tera intazar
Har din ginta hu bar bar
Kab yeh mahamari jayegi
Kab woh mulakat ki ghadiya ayegi...

-


5 JUL 2020 AT 23:05

Ab kuch sikayat nhi yeh jindagi se
ek mouka aur degaya
Jab se tujhe he chaha
fir se jine ka woh wajah mil gaya

#beloved beautiful butterfly❤💜

-


21 JUN 2020 AT 18:37

Mera har dua qabool hogaya
Jabse tumhara sath mil gaya.

-


20 JUN 2020 AT 14:39

Teri chahat ka hum sukriya karte hai
Tum Hamesha khus raho yehi dua karte hai
Ibadaat karu toh khuda se mein kya mangu
Mujhe inayat me tu hi mil gayi hai..

#Beautiful Butterfly

-


20 JUN 2020 AT 14:30

Teri chahat ka hum sukriya karte hai
Tum Hamesha khus raho yehi dua karte hai
Ibadaat karu toh khuda se mein kya mangu
Mujhe inayat me tu hi mil gayi hai..

-


Fetching rajat Razz Quotes