Suno Faraz!
Ye dalli-lon ko dar kinare karo.
Ye koi adalat-e-mohabbat nai.
Ye befazool ki zid choro ab
Mohabbat me sahi galat ka ryazi nai.
-
Maine zara hasne ka hunar kya sikha.
Zamane ne to mujhe insan samajhne se hi inkar kr diya.-
Mujhe, mai ka guman dekr
Mujhe, mai ka guman dekr
Kai hisso me bata gaya hai.
-
Raha zindagi bhar inhi vas vaso me ki zindagi zeeni hai.
Aaj darak se niche kya gira meri daulat , shohrat aur darzano talukhato ko mujhe tham na bhi befazul laga.-
Unke hamesha puchne pr ki mai kaisi lag rahi hoon?
Mere jazbaat sabd nai khoj pate hai.
Ab unko kya batau k kohinoor hamesha hi acha lagta hai.-
Ek arsa hua tabindagi k sath chalte huye
Ab to afsurdagi ka alam ye hai ki saqaf se koi hawa ka zhonka bhi hame gira de to wo bhi manjur hai-
Apne salahiyat pr bada fakhr tha hame
Apno k mohabbat ne zarra zarra kr diya-
Bada sakht ruab liye ghumta hoon mai duniya bhar mai
Bada sakht ruab liye ghumta hoon mai duniya bhar mai
Aur uske samne mano moam ki bhi haisiyat nai meri...-
Samajh aur Jawab ki ladae me
Maine aksar Samajh ko harte huye dekha hai...
Sayad usi me samajhdari hoti hai !-