Kaash bo samajh patai hamari taklif ko
Kaash bo samajh patai hamari taklif ko
Ke kitne aansuo bahaye hain unki yaad mein
-
Un dhoke bajo se acchi to hamari taklifen hai
Jo bin bulaye aati hai aur hamesha shat nebati hai-
mujhe augar teri jism ki khawahish hoti to chin leta is jahan se
Par mujhe to tere rooh se mobbhat hai
Is liye har din khuda se duaa main tujhe maangt hun-
Ye katra ye aansu bilkul mari tarah badnasib hai
Ye mari tarah tujh me sama kar
Mari hi tarah tujh se juda ho gai-
Uski intezar me dard hai
Usko bhul jane me be dard hai
Lakin use v jayada dard ye hai ki
Uska intezar karuon ya use bhul jaon
-
Main yahi kahunga, gulab ,khawab,Daba,zehar,jaam kya kya hai
Main yahi kahunga ke Gulab , khawab, Daba,zehar ,jaam kya kya hai
Main aagaya hun bata intejaam kya kya hai-
Kon kahta hai ke pyaar sirf ek bar hota hai
Kon khata hai ki pyaar sirf ek bar hota hai
main jab be use dekhta hun mujhe pyaar ho jata hai-
Mere mar me pe lakh royenge ππππ
Mere mar ne pe lakh royenge πππ
Mere rone pe kon marta hai-
Afwah thi ke meri tabiyat kharab hai
Afwah thi ke mari tabiyat kharab hai
Logo ne puch puch ke bemar kar deyaππππππ-
Are Mari faansi mokarrar hone par bo muskurai bhaut hai
Are mari faansi mokarrar hone par bo muskurai bahut hai
Na jane kon sa beham uske sar chadh gaya hai
Tere jane ke baad youn to jine ki tamanna khatam ho gai thi
Are bo shakhs to mere haq me faisla kar deya haiπππππ
-