Meri zindagi sawari, mere kareeb aakar,
Baitha diya falak par, mujhe apna pyaar dikha kar,
Fir jab bhar gaya dil, to gira diya mujhe,
Is kadar, us falak se,
Kewal apna ek dost batak kar,
Ab ham kya kare us shaks ka,
Jiske liye na to pyar tha, na to dosti thi,
Bs man bharna tha or bhar ke jana tha,
Na to ye shayari hai, na hi koi kavita, bas kahi na kahi niklna tha mere mn ka,
Ab jau to jau kahan, vo ho gaye apno ki bheed me gum, or ham rah gaye pata nahi kahan...
-
22 FEB 2019 AT 15:51