Kuch ajib sa bit raha hai kissa mera
Puri kahani abhi puri hui ni
Abhi waqt lagega mera waqt ane main
Kuch khwashein abhi puri hui nhi
-
Ye sab main ban sakta tha
Par
Koshish main umar nikal rahi hai
Turning... read more
Ram naam ka nara laga raha jag sara.
.
.
Ram se milna chahte ho to pehle man ko saaf karo
Yakeen dilao duniya ko par pehle khud se bat karo
Kya hai jeena kya hai marna is badha ko par karo
Man main thoda saiyam rakh ke tum duniya se bat karo
Likha hua hai wahi hai hona is bat se darna band karo
Tum Ram ke desh main rahte ho is bat pe garv kiya karo
.
.
Jai shree Ram
-
Isharo isharo main bta bhi diye usne
Mohabat kabhi ki hi ni ye jo bhi tha mazak tha-
Mujhe galat samajh lena
Mujhe bura samajh lena
Jab bhi samajh pao mera bare main
Mujhe waisa samajh lena-
Kya hua mera waqt ni aya to
Kya hua main layak ni ban paya to
Zindagi ke kai hisse abhi baki hai
Kuch na kuch karke dikha dunga agar jinda rah paya to-
Har roz qayamat ati hai
Meri roz shikayat ati hai
Sharabi ban gaya hai yaar tera
Teri yaad mujhe satati hai-
Ae khuda kaise hai hisab tera
Madad karke logo ki
Khud fas gaya banda tera-
Kuch adhura sa lag raha hu aaj khud ko hi main
Lagta hai meri kahani koi naya mod lane wali hai-
Abhi bhut kuch sunana tha tujhe
Abhi bhut aage jana tha tujhe
Aisa kabhi sapne main bhi ni socha tha
Ki aisi maut ani thi tujhe-