Itna samjhna aur samjhana kyu hain,
Zindagi apni hain ,
Apne upar jeeni hain,
Kisi aur k rehne aur naa rehne se ghabrana kyu hain,
Hum saste hain ,
Hum mehnge bhi hain,
Apni value har kisi ko dikhana kyu hain,
Samay aayega log aapne aap samjh jayenge,
Aur naa v samjhe to
apne kam thodi hain jo gairo ko v apnanana hain,
Jo jaisa chal raha use waisa chalne do,
Apni raha par apne liye khadaa banana q hain,— % &-
"Log kitaabo main dhundh rahe hain zindagi jeene ka tarika,
Sayad unhe ye malum nhi ki kitaab k bhaar jo duniya hain wo bilkul alag hain!!"— % &-
Wo ek waqt tha jab dosto ek sath rehna hi zindagi thi,
Ek waqt hain jab sab ki apni apni zindagi hain,
Aur sab isme khush hain!!
Happy bas naam Ka hi friendship day!!-
Har lafz me matlab hota hai,
Har matlab me fark hota hai,
Sab kehte hai ki hum haste bahot hai,
Lekin hasnewalon ke dil me bhi bahot dard hota hai.-
Dedictd to all my frnds:
"kuch yadein yad rkhna, kuch batein yad rakhna, umar bhar hum sath rhe na rhe, hum sab sath the kabi bas ye yad rkhna.-
Respect other people's feelings.
It might mean nothing to you, but it could mean everything to them.-
थोरा ठहरें हुए थे हम ,
sayad wo rasto main mil jaye,
लेक़िन अब चलना पड़ेगा,
Kyuki ye samjh aagya ki jo rahe badal lete hain phir unse kabhi mulakat nhi hoti!!-
Maana dosto ka saath zaroori hain aage badhne k liye,
Par ye pata naa thaa ki dosti piche chut jaati hain aage badhne k baad!!-
Sab formalities ki baat hain,
aaj tum kar lo kal hum v kar lenge!!-
Jo log jane ka bahana dhund rhe ho to unhe darwaje tak chhodne jana chahiye...
-