रावण   (रावण)
3 Followers 0 Following

Joined 16 July 2019


Joined 16 July 2019
24 AUG 2019 AT 14:44

Tumhe dur se dekhu ga mulakaat nhi kru ga log tumhe galat smje asa halat nhi kru ga tum dar na mat mujhpe barosa rakhna Mai Tera bare kisi se bat nhi kru

-


20 AUG 2019 AT 22:37

Waada tha tut gaya Dil tha bhar gaya nasa tha uthar gaya insan hi toh tha bikhaar gaya

-


20 AUG 2019 AT 10:50

Kahan se sikha ye dhoka dena batana kahan se sikha ye dhoka Dena mujhe bhi sikha aur FIR mauka dena Taki tu bhi khoya Jo maine khoya hai ki tu roya jaise main Roya hai

-


19 AUG 2019 AT 23:32

Jab Tere saath tha wo bus ek ehsaas tha ab to jazbaat na ban mujhe pata hai main barbad Hu Mai doob Raha Hoon tu Bata ne wala Mera bap na ban

-


8 AUG 2019 AT 18:07

Mat soch ki mujhe teri parvaah nahin tere chakkar mein khuda ko bhula diya

-


7 AUG 2019 AT 20:18

Main chah kar bhi tumhein apni mohabbat ki haq bata nahin paaya main tumhein kitna chahta hoon tumhein yakeen dila nahin paaya

-


7 AUG 2019 AT 20:15

Ab ye mat kehna hai ki use mohabbat nahin aati mujhse seekh kar gayi hai jaise bhi karegi bemisaal karegi

-


6 AUG 2019 AT 12:29

Mujhmein Itni himmat toh nhi ki tujhe duniya se chin lu lakin tujhe koi mera dil se nikal le itna haq toh maine khud ko bhi nhi diya

-


6 AUG 2019 AT 2:46

Badla nhi hu mai meri bhi kuch kahani hai badla nhi hu mai meri bhi kuch kahani hai bura ban gaya hu mai apno ki meharbaani hai

-


6 AUG 2019 AT 2:40

Ek ladki hai jis ne mujhe pyar toh krna sikha diya par khud ke bina jeena nhi sikhaaya

-


Fetching रावण Quotes