Qureshi Girl   (Qureshi_girl)
902 Followers · 917 Following

read more
Joined 14 August 2021


read more
Joined 14 August 2021
6 APR 2023 AT 23:00

Ramzan ka mahina chal raha hai.
duaon🤲 ka silsila chal raha hai.
mang lo jo mangna hai.
ab to Allah har dua qubool kr raha hai. ❤

-


6 APR 2023 AT 12:40

Dard kuch is traha likh rahi hu.. ✍️
tum bas samjh lena..
pad kar shayari meri..... 💌
tum waah waah mat keh dena.. ❤

-


2 APR 2023 AT 12:53

Alfazo ko maine kuch is tarah piroya.. ✍️
har lafaz ko dard se bhara.
or phir aansuo se dhoya... ✍️✍️💓

-


28 MAR 2023 AT 11:15

Us pal ka intzaar hai...
jab aap kahoge....
Begum chalo utho namaz taiyar hai.🥰.

-


26 MAR 2023 AT 4:20

Har gali har jagha tum the.
yeh waham na jane hume kyu the.
socha puchu ek bar tumse.
ke is dil me hum the ya koi or the.

-


19 OCT 2022 AT 12:11

Log puchte hai.. pad kar shayari meri.
akhir kon hai...jiski karti ho shayarana baatein itni.
mai bas yahi kehti hu..
mohabbat mai jisse karti hu.
bas usi ko soch kar shayari likha karti hu.❣️❣️🥀

-


15 OCT 2022 AT 15:02

Unhone kaha hume mohabbat jatani nahi aati....🥀❣️
areee...pagal asli mohabbat wahi hai jo jatai nahi jati...😍🤗❣️

-


12 OCT 2022 AT 13:20

Use dekh kar na jane kya ho jata hai.
mohabbat hai usse yeh soch kar.......chehra khil jata hai..❣️🤗🤗

-


10 OCT 2022 AT 20:26

Dil mera bhut udaas hai.
na jane tu kyu....❣️
mere khwabo me be_hisaab hai...

-


5 OCT 2022 AT 23:50

Jo kal kehte the waqif hai hum tumse.
to phir kiyo aaj kisi or ki baaton se dour ho gaye humse...😞😭

-


Fetching Qureshi Girl Quotes