Aaj subha saweriya
ik kaweta kaiee hay
Shayad itna salu mai
pheli baar hai *BABA *
Aapka lia pen chalaie hai
-
Chalo ab Hosh mein aate hai ...
Khwaabon ka kya ha wo to kabi suhawne kabhi darawne aate hai...
Chalo ab Hosh mein aate hai...
Ek se hee Ranjish mein
Ek se hee Udaasi mein
Ek se hee Uljhan mein
Din beet te jaate hain
Chalo ab Hosh mein aate hai...
Pichli Rutt ki fasal ko aag laga kar aate hain
Chalo ab Hosh mein aate hai...
Raasta jo bhatke the, sahie Disha pooch kar aate hain
Chalo ab Hosh mein aate hai...
Seham jate the jis khauf se
Us khauf ko Gale laga kar aate hain
Chalo ab Hosh mein aate hai...
Jis dard ke zikar sa kaanp uthte the Honth
Us dard ka Geet gunaguna kar aate hain
Chalo ab Hosh mein aate hai..
-
Kuch toh yaqeen rakhoo uski zaat parr
Akhir kabb takk tum ko tadpayengaa..-
Keep staring at your clock may be that will change your time
-
I͠ s͠t͠o͠p͠ m͠y͠s͠e͠l͠f͠ f͠r͠o͠m͠ t͠h͠i͠n͠k͠i͠n͠g͠ a͠ w͠o͠r͠d͠ b͠e͠y͠o͠n͠d͠ y͠o͠u͠r͠ n͠a͠m͠e͠
T͠i͠m͠e͠ w͠i͠l͠l͠ h͠e͠a͠l͠ a͠l͠l͠ t͠h͠e͠ w͠o͠u͠n͠d͠s͠ b͠u͠t͠ w͠i͠l͠l͠ i͠t͠ e͠v͠e͠r͠ b͠e͠ s͠a͠m͠e͠-
Sometimes i laugh to hide that pain,
And something it's difficult to overcome the same-
,of my lost "vision"
All i am trying to say is
My lost 'world'-
Which you want to erase
That is written on hearts
O! misguided readers of worldly books
How ur conscience allow ur part took
-