Kabhi kabhi chhord Dena Hain sahi hota hai
Jab sikhayat sunne wala samjhna hi na chahta ho
-
Queen @gk👑
(Garima311❤)
64 Followers · 18 Following
Owned hashtags: #garima311kumari
Joined 28 March 2019
6 MAY 2024 AT 15:59
2 JAN 2023 AT 23:48
Naya saal kehne ko khushiyo ka din
Hakikat mein kuch log us din bhi rote hai.-
10 MAR 2022 AT 3:00
ehsaas mujhko jitna hai tujhko bhi hoga
ignore krne se saari baatein bhulayi nhi jati
-
10 MAR 2022 AT 2:55
tujhko paana tujhko khona sa lga
tera hona mujhko tera na hona sa lga-
25 JUL 2021 AT 14:16
Ek vo insaan tumhara sath kabhi nahi dega
Jo sath rahne par bekadri aur dur jaane par pyar jataye-
1 JUL 2021 AT 23:46
Jab humari khushi Chinane wala apna hi ho toh sikhayat kare toh kisse kare 💔
-
13 JUN 2021 AT 2:09
Lagta tha usko pakar duniya ki saari khushi mil jayegi
Par hume kya pta tha ki saari khushi hi usko pakar khtam ho jayegi-
12 JUN 2021 AT 16:05
lagta tha Khud ko mar k zindagi mein aage badh rahi hu
Par kya pta tha ki zindagi aage nahi maut ki taraf le ja rahi hai
-
11 JUN 2021 AT 16:43
jo hume khush rkhne ka wada karte hai
Vo hi aksar sari khushi khtam kr dete h-