Toot kar mohabbat ki thi mein ne osko.
Lekin ab mein khud toot chuka hon.-
Qasim Farooq
10 Followers · 8 Following
Joined 17 December 2018
23 JAN 2019 AT 11:27
10 JAN 2019 AT 12:04
Mein doosron sa karon shikayat kya.
Mein ne toh apnay haathon se hi apna ghar jalaya hai.-
1 JAN 2019 AT 5:04
Jab bhi tumhe bhoolna kay liya dua maangnay lagta hon
Na janay kyun nahi tumhara naam meri zubaan par ata.-
26 DEC 2018 AT 4:31
Kabhi kabhi insaan bolna toh bohat kuch chahta hai lekin zubaan aur alfaaz dono hi saath nahi detay.
-
26 DEC 2018 AT 4:21
Bewafai gair thori na kartay hain
Yeh kaam toh apnay hi kartay hain.-
24 DEC 2018 AT 1:53
Tu toh nahi hai meray saath magar tera ehsaas har pal meray saath hai.
-
22 DEC 2018 AT 7:44
Jiskay peecha hum poori duniya mein badnaam hogaye
Osna badi asaani se keh diya jao humein tumse mohabbat hi nahi.-