Qais Ahmed   (@dastaan_e_qais)
101 Followers · 5 Following

read more
Joined 8 April 2018


read more
Joined 8 April 2018
1 DEC 2023 AT 21:14

Sawli si rangat pe kamaal ka noor aaya hai.
Haya bhi aesi jise dekh huro ka dil ghabraya hai.
Inteha hi kya thi uske aage in sitaro ki.
Vasta to usne is tarah ka chand se jo banaya hai.
Aayinq jo dekhe to ayina bhi sharma jaye.
Nahi dekha tumsa haseen apne labo se vo keh jaye.
Intezar mai tumhare kayi raat Qais ne khudko jagaya hai.

-


21 OCT 2023 AT 3:40

Qais ko har roz tera deedaar hota..
Kash tera bhi mere ghar ke paas hota..
Fizao mai ghuli khusbu se hi tujhe pehchan leta..
Har waqt mai bhi tumhre sath hota

-


21 OCT 2023 AT 3:38

Ishq ke elawa or kya hi tha kaam hamara.
Uske hi khayalo mai kat jata tha din hamara.
Raatein bhi guzar jaati thi uski hi yaado mai..
Kabhi uske bhi hatho mai likha tha naam hamara...

Q se usne na chhodne ki #qasam khayi thi..
A se #ashita se dhire dhire mere paas aayi thi..
I se ek sarfiri ladki #itraati hui adao ke sath..
S se vo samne badi nazakat se #sar jukaye thi..

Vo apni har ada se mujhpe waar kar gyi..
apne hatho ka rang mere naam kar gyi
Qais hi tha jo rehta tha uske hatho mai..
Kuch is tarah se vo mujhse pyaar kar gyi..

-


21 OCT 2023 AT 3:36

Vo aurat kisi tawayaf se kam nahi..
Jo peso ke piche apni mohabbat chhod de...

-


25 DEC 2022 AT 16:30

F-Farishto ka tere ird gird aana jana laga rehta hai..
A-Ankho mai teri ek bohot bada dariya behta rehta hai..
R-Raahi nahi tu mera na jane kyu mai pada rehta hu tere dar par..
H-Har ek saans mai aesa lagta hai jese naam tera rehta hai..
E-Ek chand jese tumhra noor pure asmaan mai rehta hai..
E-Eid ke chand ki tarah ho tum mere liye ye btao kya karu mai..
N-Nahi milta roz dekhna fir bhi saal bhar intezaar rehta hai..

-


20 DEC 2022 AT 1:57

K-Kabhi kabhi tera khayal bohot shiddat se aata hai..
A-Ankho mai ek chehra dikhaai de jata hai..
J-Jaan hi to baaki hai jism mai ruh to uske paas hai..
A-Aaj kal haal kuch behaal sa hua jata hai..
L-Lazmi hai ye ishq mere lahu mai kis kadar utar aata hai..

-


15 DEC 2022 AT 23:18

B-Bohot arshe baad koi apna sa nazar aaya hai..
A-Ankho mai hai haya ka parda chehre pe noor chhaya hai.
R-Rokna chahu bhi to rukta nahi ye dil tumhe chahne se..
K-Kashish aesi ke chand bhi tumse sharmaya hai..
H-Hasrat thi yahi ke ek baar deedar ho Qais ko tera...
A-Akhiri khawaish mai tumhra naam labo pe aaya hai..

-


13 DEC 2022 AT 3:20

A-Ahishta ahishta tere dil mai utar jana hai.
D-Didaar tera ek baar to in ankho se kar jana hai..
E-Eeitbaar kar ya na kar tu Qais ki baat ka.
E-Ek din tujhe apne liye pagal jarur kar jana hai..
B-Badi muddat baad ek chehra nazar aaya hai.
A-Apni shayari se tujhe pagal bhi to banana hai..

-


10 DEC 2022 AT 22:43

Aankh mai chaand roshan hai..
Sitaro se hai tumne chamak paayi..
Hasti hui kamaal lagti ho tum..
Utni hi gusse mai jese chehre pe laali aayi. .

-


10 DEC 2022 AT 22:42

S-Sar ankho pe bethaou ya seene se lagaou..
H-Hasrat tumhe mai apne dil ki banaou..
I-Intezaar tera rehta hai mujhe har lamha..
V-Vo tere sath bitane ka ek pal mai chura ke laou..
I-Inteha nahi ishq ki meri kese tujhe ye baar samjhaou..

-


Fetching Qais Ahmed Quotes