Mujhse khti h tere sath rahungi hamesh, bhut pyar krti h mujhse UDASHI meri— % &
-
Kuch hosh nhi rhta, kuch yad nhi rhta. Insan mohobbat me insan nhi rhta— % &
-
Bahut masum ldki h ishq ki bat nhi samajhti, na jane kis din me khoyi rhti h, meri rat nhi samajhti— % &
-
Ke is tarah tere mere riste ne aakhri saans li, Ke is tarah tere mere riste ne aakhri saans li, na maine palat kr dekha, na tumne aawaj di— % &
-
Agar tum uske ab dildar ho to sunlo, Ki agar wo zulf bikhere to bikhri mat samajna, accha lagta hai use. Yakin kro mera in harkato ka koi isara nhi hota— % &
-
Wo rutha rhe mujhse ye manjur hai mujhe, yaro use smjhao sahar na chode.— % &
-
Hum bhi ghar se dur jate hai
Apne aur apno ke sapne sakar karna chahte hai
Hume bhi adab aur salike aate hai
Phir bhi dur se hi judge kar liye jate hai
Pahli mulaqat me hi surname aur salary puchh liya jaata hai
Phir humari haisiyat ka hisab lagaya jata hai
Ladkiyon ki tarifein kare to unhe flirt lagata hai
Aur nazre pher lein to attitude dikhta hai
Kisi ka dil hum bhi todna nhi chahte hai
Par career aur job ke beech uska haath koi aur maang le jata hai
Sakht bane rahne ki hume taalim di jati hai
Jo aankho me aanshu aaye to mazak banaya jata hai
Humare seene me bhi dhadkta ek paak dil hota hai
Jo love aur care chahta hai
Mard bhi insaan hote hai
Hume bhi kabhi kabhi dard hota hai .....-