Purab Sharma   (Purab Sharma _ Sahib)
528 Followers · 108 Following

read more
Joined 20 March 2018


read more
Joined 20 March 2018
24 AUG 2022 AT 17:32

उसे भी आज ही आना था साहब कूचे में,
कम्बख्त बरिश को भी आज ही बरस जाना था

-


18 AUG 2022 AT 23:41

फिर एक बार शिकस्त मिली,
फिर एक बार मैं टूट गया,
जो कहता था न जयेगा,
अब उसका हाथ भी छूट गया ,
ना ज़िक्र हुआ ना बात हुई,
वो कसमें बातें याद नहीं,
साहिब तो तन्हा बैठा है,
क्या किसी को भी वो याद नहीं

-


12 AUG 2022 AT 0:17

Har rooz kyu aata hain woh meri qabr pe sahib,
Uski hi toh khawaish thi nah aane ki kabhi bhi

-


2 AUG 2022 AT 1:44

Yuh toh hazaar log honge contact list main uske,
mujhe buss woh ek favourite contact bana hain uska

-


15 JUL 2022 AT 17:11

Kitna barbad tha kehna mera ,
woh jisko rukhne ka koi maan hi nah tha

-


9 JUL 2022 AT 0:38

Kya subha kahon kya shaam kahon ,
Tu raat kahe main naam sunnu,
Sahib yeh uljhaan hai mushkil,
Tuh Ishq kahe mein paigam sunnu,
na baat kahi , na baat sunni,
dekho yeh achi baat nahi ,
Tum pyaar se baatein karti toh,
yeh dil bhi tumhara kar deta,
Tumne hass ke agar manga hota,
main chand tumhara kardeta

-


27 MAY 2022 AT 23:51

Khayal aaya hain , toh fir khayal likho,
Sawaal aaya hain , toh fir jawaab likho,
Kyu dekhte ho aise chand ko pagalo ki tarah sahib,
Uska khat aaya hain, uska khat aaya hain ,
soch kya rahe ho izhaar-ae-haal likho

-


27 APR 2022 AT 0:49

Rehti nahi khabar sahib mujhe khudki hi aajkal,
Aur log kehte hain mujhe jeena nahi aata

-


1 JAN 2022 AT 1:23

Naya kuch bhi likhe mujhko toh phir ek saal ho aaya,
Usse dekhe bina , soche bina ek saal ho aaya,
Sunna hain sheher main woh aaj bhi aati hain koche par,
Magar usse mile, baatein kiye phir ek saal ho aaya

-


16 SEP 2021 AT 23:20

Pata hain kuch khas badla nahi hoga ,
Mein aur wohi mera bikra hua sa jahan hoga
Magar kuch hogi toh woh hain kuch yaadein,
Kuch achi aur bohot zyada buri
Kuch yaad bhi aayegi , kuch bhul bhi jauga ,
Main aisa hi hu aur sayad aisa hi reh jauga
10 saal baad main sayad, sayad se sambhal jauga
Yah fir kahi baita ghumsum sa hojuga ,
Call ya online na milu tumhe magar ek awaaz pe ajauga ,
Main aisa hi hu aur sayad aisa hi reh jauga
Pata hai kuch khas kiya nahi hoga ,
Yeh toh choro , meine khulke Jiya bhi nahi hoga ,
Tumhe toh malum hi hoga , woh sare khwaab jo mere,
Kal bhi woh khawaab hoge ,pure hue nahi hoge
Main aisa hi hu aur sayad aisa hi reh jauga
Ab apne kal ko khat kon hi likhta hain,
Mein likh raha hu ,Sahib aisa kisi ne kabhi kiya toh na hoga


-


Fetching Purab Sharma Quotes