Tu aiyaar hai mera yaar nahin , mujhe haraane ke khwaab na dekh ... abhi to tu khud taiyaar nahi.
-
Sangharsh ne zindagi ke mainey badal diye....hum chehra to nahi badal sakte the....humne yun kiya ki aainey badal diye.
-
अगर जीतना चाहते हो तो भीड़ से हटकर चलो .....
बहती हवा भी तभी चेहरा चूमती है जब उसकी विपरीत दिशा में चला जाता है ।-
अगर दूसरा मौका मिले जिंदगी में तो खुद को खुशनसीब समझिए.... हर पतंग को कटने के बाद फिर से आसमान नसीब नहीं होता ।
-
लकड़ी से बनी सीङी चाहे टूट जाए लेकिन लोहे की बनी हुई सीङी जंग लगने के बावजूद चढ़ने के काम आती है...... बुनियाद मजबूत होनी चाहिए।
-
Akela nahi samajhta khud ko ab.....tanhaai saaye ki tarah jo saath chalti hai.
-
Mera daawa hai ki jo kehte hain waqt bhot tezi se beet ta hai unhe kabhi ek tarfa mohabbat nahi hui .
-
Jab milne ki darkaar thi , tab humaare beech takraar thi , humein laga tha ki aapke dil par sirf humaara raaj hai lekin wahaan to kisi aur ki sarkaar thi.
-
Tanhaai ki khaai bahot gehri hai, kisi baereham ne baahar nikalne ka raasta band kr diya.
-
Meri badnaseebi bhi theek us patang ki tarah hai jise katne ke baad phir se kabhi aakaash chhoone ka mauka nahi milta.....use baereham baarish tabaah kar deti hai.
-