28 MAY 2024 AT 20:46

Jab Tum Sath The !
Hath mai hath the , kadam - kadam sath the , hum tumhari Ada pe to tum hamari sadgi pe Fida the , ek dusre ka gum hamara gum ban gya tha ; Khushnuma har pal ban Gaya tha , jab tum sath the sach kahe to vahi sama hamari jindagi ka naa bhul pane vala pal ban Gaya tha.

- akelepankamusafir